Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 839❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 839❗

Jawab ek se zyada hai

Inmein se kaun kaun jannat mein dakhil nahi honge

A. Ehsan karke jatane wala
B. Sharab ka aadi
C. Waldein ka nafarman
D. Jadu par yakeen karne wala
E. Taqdeer ko jhuthlane wala
F. Rishtedari todne wala
G. Maidan e jung se bhagne wala
H. Sahi jawab ka intezar hai

❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

Answers are more than one

Quiz: For whom the Prophet sallallahu alaihi wasallam said that he will not enter Paradise

A. One who reminds people of what he has given them
B. The drunkard
C. One who disobeys his parents
D. One who believe in Magic
E. One who deny the destiny
F. One who cut the relationship
G. The one who run aways from the battlefield
H. I want to know


Sahi jawab ABCDEF
---------
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Waliden Ka Nafarman, Sharab Ka aadi, aur taqdeer ko jhutlane wala jannat mein dakhil nahi honge 
Al-Silsila-As-Sahiha 914

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Sharab ka aadi, Jadu par yaqeen rakhne wala aur Rishtedari todne wala Jannat mein dakhil nahi honge
Al-Silsila-As-Sahiha 916

Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya teen tarah ke log kabhi jannat mein dakhil nahi honge pahla apne waldein ki nafarmani karne wala dusra sharab peene ka aadi aur teesra Ehsana karke jatanewala
Sunan Nasaii, Vol 2, 473-Hasan
---------
Note : Yaha jadu par yakeen karne se murad ye hai ki Na jadu ka ilm kisi ko hasil karna chahiye aur na hi jaadugar ke paas jakar kisi ko nuqsan pahuchane ki koshsih karni chahiye yani ye yakeen karna ki Allah ki marzi ke magair bhi jaadu se kisi par kuch bhi karwaya ja sakta hai aisa yakeen rakhne wala jannat mein nahi jayega


Answer ABCEF
-------
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam  said The one who disobeys his parents, The drunkard, and the one who reminds people of what he has given them will not enter in the paradise
Al-Silsila-As-Sahiha 914

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam  said The drunkard, The one who believe in Magic and the one who cut the relationship will not enter in the paradise
Al-Silsila-As-Sahiha 914

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam  said there are three who will not enter in the Paradise The one who disobeys his parents, the drunkard, and the one who reminds people of what he has given them.
Sunan Nasaii, Book 23, # 2563-Hasan
---
Note : A Person should not gain the knowledge of magic and the one who think that using magic anybody can harm to anyone without Allah's will , not enter paradise. 


 عَنْ أَبِي الدَّرْدَاءِ عَنِ النَّبِيِّ  ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم ‌قَالَ: لَا يَدْخُلُ الْجَنَّةَ عَاقٌّ وَلَا مُدْمِنُ خَمْرٍ وَلَا مُكَذِّبٌ بِقَدَرٍ.
ابودرداء‌رضی اللہ عنہ سے مروی ہے كہ نبی  ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌نے فرمایا: (والدین کا) نافرمان، دا ئمی شرابی اور تقدیر كوجھٹلانے والا جنت میں  داخل نہیں   ہوں گے۔( )
Al-Silsila-tus-Sahiha - 914


عن أبي مَوسَى الْأَشْعَرِيّ قال قال رَسُول الله صلی اللہ علیہ وسلم :لَا يَدْخُلُ الْجَنَّة مُدْمِنُ خَمْرٍ ولَا مُؤْمِنٌ بِسِحَر ولَا قَاطَعَ رَحِمٍ .

ابوموسیٰ اشعری‌رضی اللہ عنہ سے مروی ہے كہ رسول اللہ  ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌نے فرمایا: دائمی شرابی، جادوپر یقین ركھنے والا، اور رشتہ داری توڑنے  والا جنت میں داخل نہیںِ ہوں گے۔( )
Al-Silsila-tus-Sahiha - 916

No comments:

Post a Comment