Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 820 ❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 820 ❗

اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ عِلْمًا نَافِعًا، ‏‏‏‏‏‏وَرِزْقًا طَيِّبًا، ‏‏‏‏‏‏وَعَمَلًا مُتَقَبَّلًا
Allahumma inni Asaluka ilman Nafiaa, Wa Rizqan Tayyiba Wa Amalan Mutaqabbala

Sawal :  Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam kis waqt is  dua ko padha karte they ?

A. Sham ke waqt
B. Namaz mein Durud ibrahim ke baad
C. Azan ke baad
D. Sone se pahle
E. Wuzu ke baad
F. Fajr ki Namaz ke baad
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

-----------------
اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ عِلْمًا نَافِعًا، ‏‏‏‏‏‏وَرِزْقًا طَيِّبًا، ‏‏‏‏‏‏وَعَمَلًا مُتَقَبَّلًا
Allahumma inni Asaluka ilman Nafiaa, Wa Rizqan Tayyiba Wa Amalan Mutaqabbala

Quiz : At which time RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam used to recite this dua ?

A. In the evening
B. After durud ibrahim in prayer
C. After Adhan
D. Before Sleeping
E. After Wudhu
F. After the Fajr Prayer
G. None of the above
H. I want to know


Answer F
------------
✦ Umm Salma Radi Allahu anha se rivayat hai ki RasoolAllah Sal-Allahu Alaihi Wasallam jab subah ki namaz mein salam pherte to uske baad ye dua padhte 
اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ عِلْمًا نَافِعًا، ‏‏‏‏‏‏وَرِزْقًا طَيِّبًا، ‏‏‏‏‏‏وَعَمَلًا مُتَقَبَّلًا
Allahumma inni Asaluka ilman Nafiaa, Wa Rizqan Tayyiba Wa Amalan Mutaqabbala
✦ Eh Allah main tujhse nafa dene wale ilm aur pakiza rizq aur qubul hone wale amal ka sawal karta hun
Sunan ibn Maja, Jild 1, 925-Sahih
------------
It was narrated from Umm Salamah radi allahu anha that when the RasoolAllah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  performed the morning prayer, after Salam, he would say:
اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ عِلْمًا نَافِعًا، ‏‏‏‏‏‏وَرِزْقًا طَيِّبًا، ‏‏‏‏‏‏وَعَمَلًا مُتَقَبَّلًا
Allahumma inni asaluka ilman Nafiaa, wa Rizqan tayyiba wa Amalan mutaqabbala
✦  O Allah, I ask You For Beneficial Knowledge and Good Provision And Acceptable Deeds.
Sunan Ibn Majah, Book 5, 925-Sahih

No comments:

Post a Comment