Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 819❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 819❗

Sawal : Kaunsi surah ke liye ye farmaya gaya ki isko padhna barkat hai aur isko chorh dena hasrat (afsos) hai ?

A. Surah Aal-e-Imran
B. Surah Baqarah
C. Surah Fatiha 
D. Surah Yaseen
E. Surah ikhlas
F. Surah Mulk
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai
-----------------
Quiz : For which surah it has been said in hadith that reciting to it is a blessing and to give it up is a cause of grief ?

A. Surah Aal-e-Imran
B. Surah Baqarah
C. Surah Fatiha 
D. Surah Yaseen
E. Surah ikhlas
F. Surah Mulk
G. None of the above
H. I want to know


Answer B
----------
Abu Umama bahli Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Quran padha karo kyunki ye Qayamat ke din apne padhne walo ke liye sifarishi ban kar aayega aur do chamakti surtein padha karo ek surah baqara aur dusri Surah Aal-e-imran, kyunki wo Qayamat ke maidan mein is tarah aayengi jaise ki do badal hain, ya do saayeban ya do tukdiyan hai udte huye jaanwaro ki aur apne logo ki taraf se hujjat karti huyee aayengi (yani uske padhne walo ke liye sifarish karengi) Surah baqara ko padha karo kyunki iska padhna barkat hai aur iska chorh dena hasrat hai aur jadugar log iska muqabla nahi kar sakte
Sahih Muslim, Jild 2, 1874
----------
Abu Umama said he heard Allah's Messenger Sal-Allahu alaihi wasallam said recite the Qur'an, for on the Day of Resurrection it will come as an intercessor for those who recite It. Recite the two bright ones, Al-Baqara and Surah Al Imran, for on the Day of Resurrection they will come as two clouds or two shades, or two flocks of birds in ranks, pleading for those who recite them. Recite Surah al-Baqara, because reciting to it is a blessing and to give it up is a cause of grief, and the magicians cannot confront it.
Sahih Muslim, Book 4, Hadith 1757

No comments:

Post a Comment