❗*Only-Quran-Hadith Quiz 871*❗
*Sawal 1 : Wo kaunsa amal hai jo darje mein Namaz Roze aur zakat se bhi badhkar hain ?*
*Sawal 2 : Wo kaunsa amal hai jo Jihad se bhi badhkar hain ?*
A. Allah ka zikr
B. Deen ki dawat dena
C. Yateem ki kafalat karna
D. Khana kha kar Allah ka shukr karna
E. Aisa koi amal nahi
F. Qaidi ko aazad karwana
G. Jhagadne walo mein sulah kara dena
H. Sila rahmi karna
I. Buzurg Waldein ki khidmat karna
J. Inmein se koi nahi
K. Sahi Jawab ka intezar hai
--
❗*Only-Quran-Hadith Quiz*❗
*Quiz 1 : Which deed is more more excellent in degree than prayer , fasting and charity ?*
*Quiz 2 : Which deed is more more excellent than Jihad ?*
A. The remembrance of Allah (Zikr)
B. Invite people towards the Islam
C. Look after to the orphan
D. Praising Allah after eating
E. There is no such kind of deed
F. To set free a believer from the prison
G. Making peace between each other
H. Being good with relatives
I. Take care of his parents
J. None of the above
K. I want to know
✅ *Sahi jawab GA* 💐
--------
Abu darda Radi Allahu Anhu se rivyat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya kya main tumhe wo amal na batauu jo darje mein Roze,Namaz aur zakat se badhkar hai logon ne kaha , jarur bataeeye, to Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya Jhagadne walo mein sulah kara dena aur phir aage farmaya ki unmein (jhagadne walo mein) fasad karana moondne wala hai (yani in tamam aamal ko zaya kar deta hai)
Sunan Abu Dawud, Jild 3,1487-Sahih
--------
Abu Darda Radhi Allahu Anhu rivayat karte hain Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya Kya main tumhe aisa kaam na bataun jo tumhare tamam aamaal se behtar ho, tumhare Malik ko sab se zyadah pasand ho, tumhare darje ko sab se zyadah buland karne wala ho aur tumhare liye sona chandi kharch karne se zyadah behtar ho aur iss amal se bhi zyadah behtar ho ki tum apne dushmano se lado phir tum unki gardane kaato aur woh tumhari gardane kaate , Sahaba Radhi Allahu Anhuma ne kaha: zaroor batayen. Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya ne farmaya *Allah Subhanahu ka zikr*
Sunan Ibn Majam Jild 3, 671
--
✅ *Answer GA* 💐
--------
Narrated Abu Darda Radi Allahu Anhu Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam said Shall I not inform you of something more excellent in degree than fasting, prayer and alms giving (sadaqah)? The people replied: Yes, Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam said:Making peace between each other. For indeed spoiling relations between them is the shaver (destructive of those deeds).
Sunan Abu Dawud, Book 42, 4901-Sahih
-------
It was narrated from Abu Darda that the Prophet(ﷺ) said Shall I not tell you of the best of your deeds, the most pleasing to your Sovereign, those that raise you most in status, that are better than your gold and silver or meeting you enemy (in battle) and you strike their necks and they strike your necks? They said: What is that, O Messenger of Allah? He said: Remembering Allah(Dhikr).
Sunana Ibn Majah, Book 33, Hadith 3790-Hasan

No comments:
Post a Comment