Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, August 16, 2019

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 893* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 893* ❗

*Dusre sawal mein jawab ek se zyada hain*

Sawal 1 : Inmein se wo kaun hain jinko Allah subhanahu ne Taurat aur injeel dono sikhayee thi ?

A. Musa Alaihi Salam
B. Maryam Alaihi Salam
C. Dawood Alaihi Salam
D. Yusuf Alaihi salam
E. Isa Alaihi Salam
F. Zakriya Alaihi Salam
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

Sawal 2 : Injil mein RasoolAllah SallAlalahu Alaihi Wasallam ki kaun kaun se sifat bayan ki gayee hain ?

A. Wo Jihad karenge
B. Madina mein hijrat karenge
C. Bazaro mein shor karne wale nahi honge
D. Burayee ka badla burayee se nahi denge
E. Insaf qayam karenge
F. Darguzar karenge
G. Unka chehra roshan hoga
H. Sahi Jawab ka intezar hai

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz* ❗

*Quiz 1 : To whom Allah subhanahu taught taurah and ingeel both ?*

A. Musa Alaihi Salam
B. Maryam Alaihi Salam
C. Dawood Alaihi Salam
D. Yusuf Alaihi salam
E. Isa Alaihi Salam
F. Zakriya Alaihi Salam
G. None of the above
H. I want to know

*Quiz 2  : What characteristic of Prophet Muhammed SallAlalahu Alaihi Wasallam written in injil ?*

A. He will perform Jihad
B. He will migrate from makka to madina
C. He will no make noise in the market
D. He will not return evil in the exchange of evil 
E. He will make justice
F. He will forgive to the people 
G. His face will be so bright
H. I want to know


Sahi Jawab E / CDF
---------
Al Quran : Maryam Alaihi Salam ne Kaha Parwardigar Mere Yaha bacha kyu hoga ke kisi insan ne mujhe hath tak to lagaya nahi farmaya ke Allah Subhanahu esse tarha Jo chahata hai paida karta hai jab wo koi kaam Karna chahata hai to Irshad farma deta hai Ho jaa to wo ho jata hai Aur wo innhein Likhna ( padhna) aur denayee aur Taurat aur Injil seekhaega
Surah Aal-e-Imran (3), 47-48
---------

عَنْ عَائِشَة قَالَتْ: أَنَّ رَسُولَ اللهِ  ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم ‌مَكْتُوب فِي الْإِنْجِيْل: لَا فَظٌّ وَلَا غَلِيظٌ  وَلَا سَخَّابٌ  بِالْأَسْوَاق، وَلَا يَجْزِي بِالسَّيِّئَة مِثْلَهَا بَل يَعْفُو وَيَصْفَح
---------
Hadith : Aisha Radi Allahu Anha se riwayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ke bare main Injil main likha hua hai ki wo Na bad Zuban hain, Na Sakht , Na bazaron main shor Karne wale hain aur Na burayee ka badla burayee se dene wale balke maaf karte hai aur darguzar Karte hai
Al-Silsila-tus-Sahiha 2172

Answer E /CDF
---------
Al Quran : She (Maryam Alaihi salam) said: "O my Lord! How shall I have a son when no man has touched me." He said: "So (it will be) for Allah creates what He wills. When He has decreed something, He says to it only: "Be!" - and it is.
And He (Allah) will teach him [('Îsa (Jesus)] the Book and Al-Hikmah (i.e. the Sunnah, the faultless speech of the Prophets, wisdom), (and) the Taurat (Torah) and the Injeel (Gospel).
Surah Aal-e-Imran (3), 47-48
---------

عَنْ عَائِشَة قَالَتْ: أَنَّ رَسُولَ اللهِ  ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم ‌مَكْتُوب فِي الْإِنْجِيْل: لَا فَظٌّ وَلَا غَلِيظٌ  وَلَا سَخَّابٌ  بِالْأَسْوَاق، وَلَا يَجْزِي بِالسَّيِّئَة مِثْلَهَا بَل يَعْفُو وَيَصْفَح
---------
Hadith : Narrated by aisha radi Allahu Anha that the characteristic of Prophet Muhammed SallAlalahu Alaihi were written in the injeel are , he is not harsh and aggressive, and he does not make a noise in the market-place; he does not repay evil with evil, rather he overlooks and forgives
Al-Silsila-tus-Sahiha 2172

No comments:

Post a Comment