Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, August 16, 2019

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 885* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 885* ❗

*Sawal 1 : Momeen ki rooh kis tarah nikalti hai ?*

A. Jaise paseena tapakta hai
B. jaise gosht se baal nikalta hai
C. jaise zameen se sabza nikalta hai
D. jaise aasman se baarish ka qatra nikalta hai
E. jaise aankh se aansoo nikalta hai
F. jaise munh se saans nikalti hai
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

*Sawal 2 : Jab kisi ki rooh nikle aur wo momeen ho to uski nishani kya hai ?*

A. Aankh mein aansoo
B. Peshani par paseena
C. Jism ka halka ho jana
D. Chehre  ka surkh hona
E. Ungliyo ka mil jana 
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

*Sawal 3 : Wo kaunsi cheez hai jis se momeen ki rooh judi rahti hai ?*

A. Maa Baap
B. Neik Aulad
C. Maal
D. Qarz
E. Neik Aamal
F. Quran
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai


❗ *Only-Quran-Hadith Quiz* ❗

*Quiz 1 : How the soul of the believers comes out ?*

A. As the sweat comes out
B. As the hair comes out 
C. As the plant comes out from the ground
D. As the rain comes down from the clouds
E. As the tears comes out from the eye
F. As the breath comes out 
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai


*Quiz 2 : What kind of sigh appears while the soul of the believers comes out ?*

A. The tears in the eyes
B. The Sweat on the forehead
C. The body become light
D. The face becomes reddish
E. The fingers merge with each other
G. None of the above
H. I want to know


*Quiz 3 : The soul of the believer is attached to whom ?*

A. Parents
B. Children
C. Wealth
D. Debt
E. Good Deed
F. Quran
G. None of the above
H. I want to know



*Sahi jawab ABD*
------------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya apne murdon ko laa illaha illallaha ki talqeen Karo kyu ke Momeen ki rooh paseene Ka qatra tapakne ki tarha narmi se nikal jaati hai,  jabki Kafir ki rooh aise nikalti hai jaise gadhey ki saans nikalti hai 
Al-Silsila-tus-Sahiha 3294

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya momeen ki jab maut hoti hai to uske peshani par paseena aa jata hai
Jamia Tirimizi, Jild 1 , 968

✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya Momeen ki rooh (maut ke baad bhi) Qarz se tab tak judi rahti hai jab tak ki usko ada na kar diya jaye 
Sunan ibn majah, Jild 2, 570 –Sahih

----------

Answer ABD
----------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said encourage your dying ones to say Laa ilaaha ill-Allaah  because the soul of the believers comes out as the sweat comes out and the soul of the disbelievers comes out as the breath of the donkeys comes out
Al-Silsila-tus-Sahiha 3294

✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam said The believer dies with sweat on his forehead.
Jamia Tirmizi,Book 5, 982-Hasan

✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam said The soul of the believer is attached to his debt until it is paid off.
Sunan ibn majah, Book 15, 2413-Sahih

No comments:

Post a Comment