Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, August 16, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 916 ❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 916 ❗

Sawal : Ek baar RasoolAllah Sallallahu alaihi wasallam ne ek sahabi ko ek hi baar mein 9 naseehate di jinmein se kuch naseehate yaha bayan ki gayee hain wo kaun kaun see hain ?

A. Allah ke kisi ko sharik na karna
B. Farz namaz kabhi jaanbujh kar na chorhna
C. Sharab Na peena
D. Taqdeer ka inkar mat karna
E. Waldein ki farmabardari karna
F. Maidan e jung se kabhi farar na hona
G. Jhoothi gawahi na dena
H. Gharwalo par kharch karte rahna
I. Jadu na karna 
J. Sahi jawab ka intezar hai

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz* ❗

*Quiz : Once RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam gave nine advices to a sahabi , out of those nine few are mentioned below , pick the correct ones ?*

A. Do not associate anything with Allah
B. Do not abandon a prescribed prayer deliberately
C. Do not drink wine
D. Never deny destiny
E. Obey your parents
F. Do not run away from the army 
G. Do not give false witness
H. Spend on your family 
I. Never do magic
J . I want to know

 *Sahi jawab ABCEFH*
---------
Abu Darda Radi Allahu Anhu se riwayat hai Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne mujhe 9 cheezon ki waeeyat ki thi 
1. Allah Subhanahu Ka Sharik na banao chahe tumare tukde ho jaye ya tumhein jala diya Jaye
2. 
Janbuchker Farz Namaz na chorhna kyu ke jo Namaz tark Kar dega main uska zimmedar nahi banunga 
3. 
Sharab na peena kyu ke har burayee ussi se janam leti hain 

4. Waliden ki itaat Karte raho aur agar us silsile main wo tumhein duniyadari ke kaam chorh dene ko bhi kahe to unke kehne par wo sab chorh do
5.  
Apne hukmarano se na lado chahe tum haq par ho 
6. 
Jang ki bheed main se kabhi farar mat ho, chahe tumare dost farar ho jaye aur tum halak bhi ho jao 

7. Jitna mumkin ho apne Ghar walo par  kharch karo 
8. Apne ghar walo par laathi na uthao 
9. Apne ghar walo ko Allah se darate raho
Al-Adab Al-Mufrad , (Imam Bukhari) 18-Hasan

*Answer ABCEFH*
-----
Abu Darda Radi Allahu Anhu said, The Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam gave nine advices to me:
1. Do not associate anything with Allah, even if you are cut to pieces or burned. 
2. Do not abandon a prescribed prayer deliberately. Anyone who abandons it will lose Allah's protection. 
3. Do not drink wine - it is the key to every evil. 
4. Obey your parents. If they command you to abandon your worldly possessions, then leave them for them.
5. Do not contend with those in power, even if you think that you are in the right.
6. Do not run away from the army when it advances, even if you are killed while your companions run away. 
7. Spend on your family out of your means. 
8. Do not raise a stick against your family (or wife)
9. Command your family to fear Allah, the Almighty and Exalted.
Al-Adab Al-Mufrad , Bukhari) 18-Hasan

No comments:

Post a Comment