❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 921* ❗
*Sawal : Qayamat ke din Jannat mein Allah ke kuch aise khas bande dakhil kiye jayenge jinko dekh kar Farishte bhi kahne lagene ki ye kaun log hain jinko tune hum par tarjeeh de di , Wo kaun log honge ?*
A. Jihad karne wale
B. Sahib-e-Quran
C. Azan dene wale
D. Sila Rahmi karne wale
E. Bewa aur miskeen ki dekhbhal karne wale
F. Raato ko utha kar Qayam karne wale
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai
❗ *Only-Quran-Hadith Quiz* ❗
Quiz : On the day of judgement there will be some special slaves of Allah who will be enter in paradise without account, after seeing him , Angels will say Oh Allah Who are those , you have given priority over us although we worship you lot .
Who will be those people ?
A. The one who fight in the way of Allah
B. The scholar of Quran
C. The Muazzin (The caller of Adhan)
D. The onw who do good with relatives
E. The one who look after the widows and poor
F. The who pray in night
G. None of the above
H. I want to know
Sahi Jawab A
-------------
Abdullah bin Amr Radi Allahu Anhu se riwayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Allah Subhanahu Qayamat ke din Jannat ko bulayega to wo puri saj dhaj ke sath hazir ki jayegi , Allah Subhanahu farmayega mere wo bande kaha hain jinhein mere raste mein taklifein di gayee , aur mere raste main jihad Kiya ? Aao Jannat main dakhil ho jao wo Jannat mein bina hisab ke dakhil ho jayenge, Farishtein aaenge aur sajde karenge aur kahenge Eh humare RABB ham raat aur din teri tasbeeh , tamheed aur taqdees bayan Karte hai ye kaun log hai jinhein aap ne ham par tarji di Allah Subhanahu farmayega ye mere wo bande hai jinhone mere raste mein Qital (Jihad) kiya aur mere raste mein unhein taklif di gayee, farishtein har darwaze se unke paas aanege aur kahenge , tumare sabr ki wajah se tum par salam ho Akhiri anjam bahut achcha hai
Al-Silsila-As-Sahiha # 1472
Answer A
--------
Narrated by Abdullah bin umar Radi Allahu Anhu that Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said on th day of judgement Allah subhanahu will call to paradise and it will come decorated , Allah will say where are my those slaves who got hurt in my way , who fought in my way , come and enter in my paradise , they will enter in paradise without account , the angles will come and prostarte to Allah and say oh Allah we used to worship you day and night by reciting takbir and tehlil and you have prefer those people over us , who are they ? Allah will say they fought in my way and got hurted or got killed for me , angels will come to them by each door and say "Peace be upon you for what you patiently endured. And excellent is the final home."

No comments:
Post a Comment