Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 780❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 780❗ 

Sawal : Wo kaunsa waqt tha jab aasman se 70,000 farishte aise nazil huye jo us se pahle zameen par kabhi nazil nahi huye ?

A. Ek sahabi ki wafat ke waqt
B. Surah Baqara ke nuzul ke Waqt
C. Ghazwa e Badr ke Waqt 
D. Hanzala Radi Allahu anhu ko gusal dene ke liye
E. Surah Baqara ki aakhri aayato ke nuzul ke waqt
F. RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam ki paidayeesh ke waqt
G. Innme se koi Nahi 
H. Sahi Jawba ka intezar hai

❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗ 

Quiz : When did 70,000 angels descend from the heaven which were never came on the earth before that?

A. On the death of one sahabi
B. On the revelation of Surah Baqara
C. On the time of the battle of badr
D. For giving bath to hanzala Radi Allahu Anhu after his death
E. On the revelation of the last two verses of Surah Baqara
F. On the birth of  RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam
G. None of the above
H. I want to know

Sahi Jawab A
---------
Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu se riwayat hai Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Saad bin Maaz Radi Allahu Anhu ki wafat par aise 70,000 Farishtein nazil huye Jo is se pahle zameen par nahi aaye thay aur jab wo dafan kiye gaye to Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Subhan'Allah agar Qabr Ka dabaon Kisi ko chorhta toh wo Saad Radi Allahu Anhu hote (Unhein bhi ek bar dabaya phir kushada ho gayee)

Al-Silsila-As-Sahiha # 3548


Answer A
----------
Narrated by Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu that Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said on the detah of saad bin maaz radi Allahu Anhu , 70,000 angels descend from the heaven which were never came on the earth before that and when he was buried Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said that SubhanAllah if Grave were leave without squeeze to anyone it would be Saad bin maaz radi allahu anhu.
Al-Silsila-As-Sahiha # 3548

No comments:

Post a Comment