Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, August 16, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 872❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 872❗

*Quran ki aayato ki roshni mein jawab dijiye*


*Sawal 1 : Agar ye Quran Allah ke siwa kisi aur ka kalam hota to kya hota ?*


A. Koi bhi us par iman nahi lata

B. Ismein Hidayat nahi hoti
C. Ismein bahut sa jhooth bhi shamil ho jata
D. Is se aksar log gumrah ho jate
E. Deen kabhi ghalib nahi hota
F. Ismein bahut sara ikhtilaf hota
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

*Sawal 2 : Agar ye Quran pahad par nazil hota to kya hota ?*


A. Pahado par kabhi koi darakht nahi ugta

B. Pahado ki sari makhluqtabah ho jati
C. Pahad apne andar sab ko sama leta
D. Pahad bhi iska paigam pahuchane lag jata
E. Zameen par koi pahad nahi rahta
F. Pahad Allah ke khoff se phat jata
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai


❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*Reply in the light of Quran*


*Quiz 1 : If this Quran were belong to other than Allah then what would happen ?*


A. Nobody would trust on it

B. There would be no guidence
C. There would be too much lie
D. many people would go astray
E. The Islam would never be victorious
F. There would be many contradiction
G. None of the above
H. I want to know

*Quiz 2 : If this Quran were  sent down upon a mountainthen what would happen ?*


A. Mountain would never produce any plant

B. All creatures in the mountain would destroy
C. Mountain would engulf everything
D. Mountain would start delivering the message of islam
E. No mountain would exist over the earth
F. Mountain would apart from fear of Allah
G. None of the above
H. I want to know

*Bismillahirrahmanirrahim*


*Sahi Jawab FF*

--------
*أَفَلَا يَتَدَبَّرُونَ الْقُرْآنَ ۚ وَلَوْ كَانَ مِنْ عِندِ غَيْرِ اللَّهِ لَوَجَدُوا فِيهِ اخْتِلَافًا كَثِيرًا*
---------
Al Quran : Ye Quran mein gaur kyu nahi karte , agar ye Allah subhanahu ke siwa kisi aur ka (kalam) hota to is mein bahut sara ikhtilaf paate
---------
Do they not then consider the Qur'an carefully? Had it been from other than Allah, they would surely have found therein many a contradiction.
---------
Al Quran Surah An-Nisa (4), 82


*لَوْ أَنزَلْنَا هَـٰذَا الْقُرْآنَ عَلَىٰ جَبَلٍ لَّرَأَيْتَهُ خَاشِعًا مُّتَصَدِّعًا مِّنْ خَشْيَةِ اللَّهِ ۚ وَتِلْكَ الْأَمْثَالُ نَضْرِبُهَا لِلنَّاسِ لَعَلَّهُمْ يَتَفَكَّرُونَ*

---------
Al Quran : Agar hum ye Quran kisi pahad par naizl karte to tum isko dekhte ki Allah Subhanahu ke khoff se jhuk kar phat jata aur ye baate hum logo ke liye bayan karte hain taaki wo fikr kare
---------
If We had sent down this Quran upon a mountain, you would have seen it humbled and coming apart from fear of Allah. And these examples We present to the people that perhaps they will give thought.
---------
Al Quran Surah An-Hashr (59), 21

No comments:

Post a Comment