Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, August 16, 2019

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 873*❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 873*❗

*Jawab ek se zyada hai*

*Sawal : Inmein se wo kaun kaun se kaam hai jisko Allah subhanahu  ki tazeem ka hissa kaha gaya hai*

A .Buzurg Musalman ki ezzat karna 
B. Yateem ki dekhbhal karna
C. Miskeen ko khana khilana
D. Insaf karne wale Baadshah ki ezzat karna
E. Allah ki raah mein nikalna
F. Mehman Nawazi karna
G. Paanncho Namaz pabandi ke sath ada karna
H. Sahi Jawab ka intezar hai


 ❗*Only-Quran-Hadith Quiz*❗

*Answers are more than one*

*Quiz : What are the deeds which is the part of the Glorifying Allah ?*

A. Respect to the Old believers
B. Look after to the orphan
C. Feed the poor
D. Showing respect to the just ruler
E. Fight in the way of Allah
F. Entertaining to the guests
G. Praying five times regularly
H. I want to know


✅ *Sahi Jawab AD* 💐
--------
Hazrat Abu Musa Ashari Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya Allah subhanahu ki tazeem ka hissa ye bi hai ki safed baalo wale musalman (yani buzurg) ki ezzat ki jaye, aur Quran karim ke hamil yani Hafiz aur Aalim ki bhi ezzat ki jaye siwaye usmein gulu aur kamee karne walo ke aur aadil baadshah ki bhi ezzat ki jaye
Sunan Abu Dawud, Jild 3,1415-Sahih
--------
قَالَ  رَسُولُ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم ‏ "‏ إِنَّ مِنْ إِجْلاَلِ اللَّهِ إِكْرَامَ ذِي الشَّيْبَةِ الْمُسْلِمِ وَحَامِلِ الْقُرْآنِ غَيْرِ الْغَالِي فِيهِ وَالْجَافِي عَنْهُ وَإِكْرَامَ ذِي السُّلْطَانِ الْمُقْسِطِ


 ✅ *Answer AD* 💐
--------------
Narrated AbuMusa al-Ash'ari Radi Allahu Anhu  The Prophet ﷺ said: showing honour to a grey-haired Muslim and to one who can expound the Qur'an, but not to one who acts extravagantly regarding it, or turns away from it, and showing honour to a just ruler is the part of the Glorifying Allah
Sunan Abu Dawud, Book 42, Hadith 4825-Sahih
--------
قَالَ  رَسُولُ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم ‏ "‏ إِنَّ مِنْ إِجْلاَلِ اللَّهِ إِكْرَامَ ذِي الشَّيْبَةِ الْمُسْلِمِ وَحَامِلِ الْقُرْآنِ غَيْرِ الْغَالِي فِيهِ وَالْجَافِي عَنْهُ وَإِكْرَامَ ذِي السُّلْطَانِ الْمُقْسِطِ



No comments:

Post a Comment