Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, August 16, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 920❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 920❗

*Jawab ek se ziyada hai*

*Sawal : Ek baar  Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ko ek Bichchu ne kaat liya to aapne us waqt kya kya padhkar dam kiya ?

A. Surah Al-Fatiha 
B. Surah Al-Ikhlas
C. Surah Al-Falaq
D. Surah An-Nas
E. Aauzu bi kalimaatillaa-hittammaati Min Sharri Ma khalaq
F.Surah Al-Kafirun
G. Aauzu bikalimatIllahi-tammatti min kulli shaytaanin wa hammat
H. Sahi jawab ka intezar hai


 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*Answers are more than one*

*Quiz : Once Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam got stung by a scorpion that time what he recited ?*

A. Surah Al-Fatiha 
B. Surah Al-Ikhlas
C. Surah Al-Falaq
D. Surah An-Nas
E. Aauzu bi kalimaatillaa-hittammaati Min Sharri Ma khalaq
F. Surah Al-Kafirun
G. Aauzu bikalimatIllahi-tammatti min kulli shaytaanin wa hammat

H. I want to know


Sahi jawab BCF / BCD / BCDF
-----------
Ali Radi Allahu anhu se rivayat hai ki RasoolAllah Sallallahu Alaihi wasallam ko namaz ki halat mein ek bichchu ne kaat liya , jab aap namaz se farig huye to farmaya Allah subhanahu bichchu par laanat kare ye namazi aur gair namazi ka lihaz bhi nahi karta phir Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne pani aur namak mangwaya aur zakhm par malna shuru kar diya aur Qul ya ayyuhal-kafirun (Surah Al-Kafirun), Qul Huwa Allahu ahad (Surah Al-Ikhlas) aur  Qul Aa'udhu bi-Rabbil-falaq (Surah Al-Falaq) padhne lage
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 2337

Ali Radi Allahu Anhu se riwayat hai ek Raat Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam Namaz padh rahe they Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne apna hath Zameen par rakha toh bichchu ne Aap Sallallahu Alahih Wasallam Ko dhas liya Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne apna juta mar kar usay mar diya Jab Aap Sallallahu Alahih Wasallam farig huye toh farmaya Allah Subhanahu bichchu par lanat farmaye Namazi ko chorhta na kisi aur ko ya farmaya Kisi Nabi ko chorhta na kisi aur ko phir Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne Namak aur Paani mangwaya aur unhein ek bartan mai Jama Kar Diya phir Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne ungli par jahan dhasa tha dalne lage usay malne lage aur Muwwazatain ke Zariye usay panah talab Karne lage
Mishkat ul Masabeeh # 4567-Sahih



Answer BCF
-----------
Narrated by Ali Radi allahu anhu that Once RasoolAllah Sallallahu alaihi wasallam was stung by a scorpion during the Prayer. When the Prayer was over, he remarked: Allah's curse be on the scorpion: it neither spares a praying one, nor any other. Then he called for water and salt, and started rubbing the place where the scorpion had stung with salt water and reciting Qul ya ayyuhal-kafirun, Qul Huwa Allahu ahad, Qul Aa'udhu bi-Rabbil-falaq along with it."
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 2337

Abdullah Bin Masood Radi Allaho Anh reported that once, Prophet Muhammad Sallallaho Alaihe Wasallam was praying and when he was in Sajdah, a scorpion suddenly stung him on the finger, when the beloved Prophet finished his prayer, he said "May Allah Put His Curse on the scorpion, as it never leaves even the Prophets or others. Then he asked for a pot filled with water; in which some salt was also added, Prophet Muhammad Sallallaho Alaihe Wasallam was dipping his finger (stung by the scorpion) in that salted water, & he was reciting  Muawwazatain (Surah Falaq and Surah Naas) & blowing on his finger till the pain was all gone".
Mishkat ul Masabeeh # 4567-Sahih

No comments:

Post a Comment