Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, August 16, 2019

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 880* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 880* ❗

*Sawal 1 : Wo kaunsa waqya ya jung thi  jismein us waqt Suleh hudebiya ke jitne sahaba zinda they un sabko shaheed kar diya gaya ?*

A. Jung e jamal
B. karbala ki jung
C. Harra ki jung
D. Uthman radi Allahu anhu ki shahadat ka waqiya
E. Jung e Yamamah
F. Jung e siffin
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

*Sawal 2 : Wo lashkar kisne bheja tha jisne Suleh hudebiya ke jitne sahaba zinda they un sabko shaheed kar diya ?*

A. Muselema kazzab
B.Muslim bin uqba
C. Yazeed
D. Abdulla bin ubay
E. Ibn Salul
F. Abdullah ibn sabah
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

*Sawal 3 : Us lashkar ne kaha hamla kiya tha ?*

A. Makka
B. Madina
C. Karbala
D. Kufa
E. Mulk e sham
F. Yemen
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai


❗ *Only-Quran-Hadith Quiz* ❗

*Sawal 1 : What is the name of that battle or event, in which All those exist sahaba (companions) got killed who belong to Hudaibiya treaty ?*

A. Battle of Jamal
B. Battle of Karbala
C. Battale of Harra
D. Uthman radi Allahu anhu ki shahadat ka waqiya
E. Jung e Yamamah
F. Jung e siffin
G. None of the above
H. I want to know

*Sawal 2 : Who sent that army in which all existing sahaba (companions)  who belong to Hudaibiya treaty got killed ?

A. Muselema kazzab
B.Muslim bin uqba
C. Yazeed
D. Abdulla bin ubay
E. Ibn Salul
F. Abdullah ibn sabah
G. None of the above
H. I want to know

*Sawal 3 : Where that army attcked  ?*

A. Makka
B. Madina
C. Karbala
D. Kufa
E. Mulk e sham
F. Yemen
G. None of the above
H. I want to know

Sahi Jawab CCB
----------
Saeed bin Al-Musaiyab se riwayat hai pehla fasad jab hua Yani Usman Radi Allahu Anhu ki Shahadat ka to usne Ashab e Badr main se Kisi ko baqi Nahi chorha phir dusra fasad hua Yani waqiya harra ka to usne Ashab e hudebiya mein se Kisi ko baqi nahi chorha phir teesra fasad hua to usne us waqt tak nahi gaya ( Fasad us waqt tak khatam Nahi hua) jab tak logo mein Kuch bhi khubi ya aqal baqi thi
Sahih bukhari 4024

*Waqiya Harra ki tafseel*
63hijri mein Abdullah bin hanzala Radi Allahu anhu aur kahin madeena wale Sahaba Radi allahu anhu yazeed ko dekhne gaye jab wo logo se apni khilafat ki bait le raha tha Madina ke iss wafd ne jayza liya to yazeed ko khilafat ke qabil nahi paya  aur uski harkato se bezar ho Kar wapas Madina lote aur Abdullah bin Zubair Radi Allahu anhu ke haath par bait e khilafat Kar li Yazeed ko jab khaber huyee to usne Muslim bin uqba ko sardar bana Kar ek bada Lashkar rawana kar diya jisne Ahle Madina par bahut Zulm dhaye Senkhdo hazaron Sahaba radi allahu anhuma ,  tabaeen aur mardo , aurton aur bachon tak ko Qatl kiya ye hadsa harra nami ek maidan jo madina main hai hua islye uski tarf mansub hua
Tashreeh-Sahih Bukhari, Hadith 2959



Answer CCB
-----------
Narrated Said bin Al-Musaiyab When the first civil strife (in Islam) took place because of the murder of 'Uthman Radi Allahu Anhu, it left none of the Badr warriors alive. When the second civil strife, that is the battle of Al-Harra, took place, it left none of the Hudaibiya treaty companions alive. Then the third civil strife took place and it did not subside till it had exhausted all the strength of the people.
Sahih Bukhari,Book 59, Hadith 358

Explanation : The Battle of harra took place in 63 Hijri , When Yazeed was taking pledge in syria for his khilafah , Abdullah bin Hanzala Radi Allahu anhu and some companions went to enquire yazeed wheather he fulfill the Qualities of the caliph or not ,  after enquiring they came to know that yazeed doest not deserve to be caliph so they came back to madina and give pledge to the  Abdullah bin Zubair Radi Allahu anhu , when yazeed came to know about this he sent a big army to attack on madina , muslim bin uqba was the commander of that army , they attacked in madina and killed many of companions and women and children, this incident took place in the place harra in madina so its called the Battle of harra.

No comments:

Post a Comment