Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 833❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 833❗

Sawal : Rom ke Baadshah Hiraqal (Heraclius) ke paas islam ki dawat dene ke liye Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ka khat lekar kaun gaya tha ?

A. Abu Sufyan Radi Allahu Anhu
B. Abbas Radi Allahu Anhu
C. Abu Lubaba Radi Allahu Anhu
D. Dihya Al-Kalbi  Radi Allahu Anhu
E. Ali Radi Allahu Anhu
F. Maaz bin jabal Radi Allahu Anhu
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai


*❗Only-Quran-Hadith Quiz❗*

*Quiz : Who took the letter of Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam regarding the invitation of Islam towards the roman emperor Heraclius ?*

A. Abu Sufyan Radi Allahu Anhu
B. Abbas Radi Allahu Anhu
C. Abu Lubaba Radi Allahu Anhu
D. Dihya Al-Kalbi  Radi Allahu Anhu
E. Ali Radi Allahu Anhu
F. Maaz bin jabal Radi Allahu Anhu
F. The man who gets married for keeping chaste 
G. None of the above
H. I want to know


Sahi Jawab D
-------
Hazrat Ibn Abbas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki mujhe Abu Sufyan Radi Allahu ne bayan kiya jis waqt mere aur Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ke beech sulah (hudiyabah huyee) thi us waqt (main Tijarat ke liye) sham gaya hua tha ki Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ka khat Herculas ke paas pahucha , unhone bayan kiya ki Hazrat Dihya Al-Kalbi Radi Allahu Anhu wo khat laye they aur usko bushra ke hawale kar diya tha aur harcul ke pass usee se pahucha tha
Sahi Bukhari, Jild 6, 4553
-------
Narrated Ibn Abbas Radi Allahu Anhu Abu Sufyan narrated to me personally, saying, "I set out during the Truce that had been concluded between me and Allah's Messenger (ﷺ). While I was in Sham, a letter sent by the Prophet (ﷺ) was brought to Heraclius. Dihya Al-Kalbi had brought and given it to the governor of Busra, and the latter forwarded it to Heraclius. 
Sahi Bukhari, Book 60, Hadith 75

No comments:

Post a Comment