Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, August 16, 2019

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 909* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 909* ❗

*Sawal : Wo kauns aamal hai jisko karne par bande ka naam Allah ke farmabardar bando mein likh diya jata hai ?*

A. Jo Tahajjud guzar ho
B. Jo 40 roz tak jamat ke sath namaz ada kare
C. jo din raat mein 12 rakat sunnat ada kare
D. Jo Subah Sham namaz ke liye masjid jaye
E. Jo Asar se pahle 4 raakat padhe
F. Jo khade hokar 100 rakat namaz padhe
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz* ❗

*Quiz : What is that deed if somebody do he will be recorded among those who are obedient to Allah ?*

A. Who Pray Tahajjud regularly
B. Who pray in congregation for 40 days
C. Who prays in a day and a night 12 rakah
D. Who goes to the mosque morning and afternoon for prayer
E. Who prays four (rakah) before Al-Asr
F. Who perform 100 rakah salah by standing
G. None of the above
H. I want to know


Sahi Jawab G
-------
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shaksh Namaz mein khade hokar 10 aaytein padhega wo ghafilon mein nahi likha jayega Aur jo Namaz mein khade hokar 100 ayatein padhega wo farmabardaron mein se likha jayega Aur jo 1000 aaaytein padhega wo behad sawab pane walo mein se likha jayega
Sunan Abu Dawud, vol 1, 1385-Sahih

Answer G
------
The Prophet sallallahu alaihi wasallam said If anyone prays and recites regularly ten verses, he will not be recorded among the negligent if anyone prays and recites a hundred verses, he will be recorded among those who are obedient to Allah
and if anyone prays and recites one thousand verses, he will be recorded among those who receive huge rewards.
Sunan Abu Dawud, Book 6, 1393-Sahih

No comments:

Post a Comment