Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, August 16, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 855 ❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 855 ❗

*Ek sahabi Qabr ke khauff se itna rote ki unki dadhi (beard) tarr ho jati thi un Sahabi ka kya naam hai ?* 

A. Abu Bakr Radi Allahu Anhu 
B. Umar Radi Allahu Anhu 
C. Uthman Radi Allahu Anhu 
D. Ali Radi Allahu Anhu 
E. Khalid bin waleed  Radi Allahu Anhu 
F. Saad bin maaz Radi Allahu Anhu 
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi jawab ka intezar hai 
---------------

Quiz : There was a sahabi when he stood beside a grave, he would weep until his beard became wet , Who was he ? 

A. Abu Bakr Radi Allahu Anhu 
B. Umar Radi Allahu Anhu 
C. Uthman Radi Allahu Anhu 
D. Ali Radi Allahu Anhu 
E. Khalid bin waleed  Radi Allahu Anhu 
F. Saad bin maaz Radi Allahu Anhu 
G. None of the above 
H. I want to know 



 ✅ Answer C* 💐 
---------- 
Uthman bin Affan radi Allahu anhu jab kisi Qabr ke pass khade hote to itna rote ki unki dadhi (beard) tarr ho jati , logo ne unse pucha ki Aap jannat aur dozakh ka zakr karte waqt nahi rote aur qabr ko dekh kar rone lag jaate hain ?  unhone jawab diya ki RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam ne farmaya Qabr aakhirat ki  pahli manzil hai  manzilo mein se agar us manzil mein aadmi ne nijat nahi payee to  uske baad ki manzile aur zyada sakht hongi , aur main Qabr se zyada haulnak koi cheez nahi dekhi  
Sunan Ibn maja , Jild 3, 1148-Hasan 
---------- 
It was narrated that Hani the freed slave of Uthman bin Affan Radi Allahu Anhu said: When Uthman bin Affan Radi Allahu Anhu  stood beside a grave, he would weep until his beard became wet. It was said to him: ‘You remember Paradise and Hell, and you do not weep, but you weep for this?’ He said: ‘The Messenger of Allah (ﷺ) said: “The grave is the first stage of the Hereafter. Whoever is delivered from it, what comes after it is easier. If he is not delivered from it, then what comes after it is harder.’” He said that the Messenger of 
Allah (ﷺ) said: “I have never seen any horrible scene but the grave is more horrible.” 
Sunan Ibn maja, Book 37, 4267-Hasan 


No comments:

Post a Comment