Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 826❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 826❗

*Sawal : Wo Kaunsi namaz hai Jo humse pahle ki ummato ko bhi di gayee magar unhone isko zaya kar diya ?*

A. Fajr
B. Dhuhar
C. Asr
D. Magrib
E. Isha
F. Juma
G. Tahajjud
H. Sahi jawab ka intezar hai


❗*Only-Quran-Hadith Quiz*❗

*Quiz : Which prayer was given to the people before us , but they couldn't hold it?*

A. Fajr
B. Dhuhar
C. Asr
D. Magrib
E. Isha
F. Juma
G. Tahajjud
H. I want to know

*✅ Answer C💐*
-----------
Abu Bashra Gaffari Radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah SallAllahu Alaihi Wasallam ne humko Mukhammas  naam ke ek muqam par Asar ki namaz padhayee aur farmaya ye namaz tumse pahle ki ummato par farz ki gayee thi lekin inhone isko zaya kar diya, lihaza jo bhi iski hifazat karega (yani padhta rahega) usko do guna Ajar milega aur uske baad sitara tulu hone (yani suraj gurub hone) tak koi namaz nahi 
Al Silsila Sahiha, 582
-----------
Narrated by Abu Bashra Gaffari Radi Allahu anhu that Rasool-Allah SallAllahu Alaihi Wasallam led us in the 'Asr prayer at (the place known as) Mukhammas, and then he said: This prayer was presented to those gone before you ( Previuos ummah) , but they lost it, and he who guards it has two rewards in store for him and there is no prayer after it untill sun set 
Al Silsila Sahiha, 582

No comments:

Post a Comment