Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, August 16, 2019

❗ Only-Quran-Hadith-Quiz 876❗

*❗ Only-Quran-Hadith-Quiz 876❗*

*Sawal 1 : Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne kaunse surah ki aayat  ke liye ye farmaya ki wo aayat mujhe zameen par mojud har cheez se zyada mehboob hai ?*

*Sawal 2 : Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne kaunse surah ki aayat ke liye ye farmaya ki wo aayat mujhe sari duniya se zyada mehboob hai ?*

A. Surah Ikhlas
B. Surah Aal-e-Imran
C. Surah Baqarah
D. Surah As-Sajda
E. Surah Al Maidah
F. Surah Fath
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai


*❗ Only-Quran-Hadith-Quiz❗*

*Sawal 1 : For which Surah of the verse Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said that is dearer to me than whatever is upon the earth ?*

*Sawal 2 : For which Surah of the verse Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said that is dearer to me than the whole world ?*

A. Surah Ikhlas
B. Surah Aal-e-Imran
C. Surah Baqarah
D. Surah As-Sajda
E. Surah Al Maidah
F. Surah Fath
G. None of the above
H. I want to know


Sahi Jawab FF
-------------
Anas bin malik Radi allahu anhu se rivayat hai jab RasoolAllah Sal-Alllahu Alaihi Wasallam par (Surah Fath ki) ye aayat nazil huyee 
(‏ليغْفِرَ لَكَ اللَّهُ مَا تَقَدَّمَ مِنْ ذَنْبِكَ وَمَا تَأَخَّرَ ‏)‏ 
yani Allah subhanahu ne aapke agle aur pichle gunah maaf kar diye hain to Aap Sal-Alllahu Alaihi Wasallam  ne farmaya aaj mujh par aisee aayat  nazil huyee hai jo zameen par mojud har cheez se zyada mujhe mehboob hai
Jamia Tirmizi, Jild 2, 1187

Anas bin malik Radi allahu anhu se rivayat hai ki RasoolAllah Sal-Alllahu Alaihi Wasallam par jab (Surah Fath ki) ye Aayat nazil huyee 
 ‏‏ إِنَّا فَتَحْنَا لَكَ فَتْحًا مُبِينًا ‏Inna fatahna laka fathan mubeen... aakhir tak to RasoolAllah  Sal-Alllahu Alaihi Wasallam ne farmaya aaj mujh par ek aayat aisee aayat nazil huyee hai jo mujhe sari duniya se zyada mehboob hai
Sahih Muslim , Jild 5, 4637



Answer FF
-------
Narrated Anas [May Allah be pleased with him]:
While the Messenger of Allah (ﷺ) was returning from Al-Hudaibiyyah it was revealed to him,
(‏ليغْفِرَ لَكَ اللَّهُ مَا تَقَدَّمَ مِنْ ذَنْبِكَ وَمَا تَأَخَّرَ ‏)‏ 
 'That Allah may forgive you your sins of the past and the future (Surah Fath Verse 2)
So the Prophet (ﷺ) said: An Ayah has been revealed to me which is dearer to me than whatever is upon the earth.' Then the Prophet (ﷺ) recited it for them 
Jamia Tirimizi, Book 44, 3263-Sahih

It has been narrated on the authority of Anas b. Malik when the Qur'anic verse: 
 إِنَّا فَتَحْنَا لَكَ فَتْحًا مُبِينًا
Inna fatahna... laka fathan mubeena to fauzan 'aziman, was revealed  to RasoolAllah  Sal-Alllahu Alaihi Wasallam , he said: On me has descended a verse that is dearer to me than the whole world.
Sahih Muslim, Book 19, 4409

No comments:

Post a Comment