Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 835❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 835❗

Jawab ek se zyada hain

Sawal : Wo kaun kaun se amal hain jis se darje buland hote jate hain aur gunah mita diye jaate hain ?

A. Kisi Ghulam ko aazad karwana
B. Sakhti mein bhi wuzu karna
C. Mareez ki ayadat karna
D. Masjid ki taraf Namaz ke liye chal kar jana
E. Ek Namaz ke baad dusri namaz ka intezar karna 
F. Musalman ki madad ke liye chal kar jana
G. RasoolAllah ﷺ par Durud padhna 
H. Sahi jawab ka intezar hai

*❗Only-Quran-Hadith Quiz❗*

Answers are more than one

Quiz : What are thoses deeds by which Allah erase the sins and  raise the ranks ? 


A. Set free to a slave
B. Perform ablution properly despite difficulties
C. Visiting a sick person
D. Going towards the Masjid by walk for prayer
E. Waiting for the next prayer after prayer
F. Walking to help any muslim
G. Sending Durud on RasoolAllah ﷺ
H. I want to know


Sahi jawab BDEG
---------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shaksh mujh par ek martaba Durud bhejega to Allah subhanahu us par 10 martaba rahmat bhejega aur uskey 10 gunaah maaf honge aur 10 darjaat buland honge
Sunan An Nasaii, Jild 1, 1300 -Sahih

Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya kya main tumehin aisee Cheez se aagah na Karu jiske zariye se Allah Subhanahu gunah Mita deta hai aur darjat buland farma deta hai Sahaba Radi Allahu Anhuma ne arz Kiya Ya Rasool-Allah (Sallallahu Alahih Wasallam) kyu nahi Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Taklif ke bawajud achchi tarah Wazu Karna Masjid tak zyada Qadam chalna , Ek Namaz ke bad dusri Namaz ka intezar karna toh yahi rabbat  hai
 (yani Nafs ko ibadat ke liye rokna)
Sahih Muslim Jild 1 , 587

Answer BDEG
---------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam Said whoever send Salah ( Durud) upon me Once, Allah will send him Salah upon him ten fold, and will erase ten sins from him and will raise him ten degrees in Status 
Sunan An Nasaii, Jild 2, 1298-Sahih

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said: Shall I not tell you of something by means of which Allah expiates for sins and increases good deeds?" They said: "Yes, O Messenger of Allah. He said: Perform ablution properly despite difficulties, increasing the number of steps one takes towards the mosque and waiting for the next prayer after prayer.
Sahih Muslim,Book 2, Hadith 485

No comments:

Post a Comment