Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 836❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 836❗

Jawab ek se zyada hai

Sawal : Inmein se wo kaun hai jinki madad karna Allah Subahanhu ne apne upar lazim kar liya hai ?

A. Jo Allah ki raah mein jung kare
B. Jo kisi yateem ki dekhbhal kare
C. Jo kisi gareeb ladki ki shadi karwaye
D. Jo ilm hasil karna chahta ho
E. Jo kisi ka qarz ada karna chahta ho
F. Jo burayee se bachne ke liye Nikah kare
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai
------------
Answers are more than one

Quiz :  For whom Allah has has promised to help ?

A. The one who fight in Allah's way
B. The one who look after the orphan
C. The one who arrange marrige for poor
D. The one who want to learn knowledge
E. The one who want to pay the debt
F. The man who gets married for keeping chaste 
G. None of the above
H. I want to know


Sahi Jawab AF
--------
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya teen aadmi aise hain ki Allah Subhanahu ne jinki madad karna apne zimma lazim kar liya hai
1. Mujahid ki madad karna 
2. Aise nikah karne wale shaksh ki madad karna jo ki burayee se bachne ke waste nikah kare aur 
3. Wo gulam jo ki Makatib (contract) ka haq ada karna chahta ho
Sunan Nasaii, Jild 2,1032-Hasan
-------
It was narrated from Abu Hurairah that the Prophet (ﷺ) said There are three, all of whom have a promise of help from Allah: 
1. The Mujahid who strives in the cause of Allah, the Mighty and Sublime; 
2. The man who gets married, seeking to keep himself chaste
3. The slave who has a contract of manumission and wants to buy his freedom.
Sunan Nasaii,Book 25, 3122-Hasan

No comments:

Post a Comment