Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, August 16, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 905❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 905❗

Sawal : Kaunse Nabee ke liye ye kaha gaya ki Is par sone ke kangan kyu nahi utare gaye ya farishte jama hokar iske saath kyu nahi aaye  ?

A. Ibrahim Alaihi salam
B. Ayyub Alaihi salam
C. Saleh Alaihi salam 
D. Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Salam
E. Musa Alaihi salam 
F. Yusuf Alaihi salam
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai


❗ Only-Quran-Hadith Quiz❗

Quiz : For which Prophet it's said that  Why the  golden bracelets are not bestowed on him, or angels sent along with him?"

A. Ibrahim Alaihi salam
B. Ayyub Alaihi salam
C. Saleh Alaihi salam 
D. Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Salam
E. Musa Alaihi salam 
F. Yusuf Alaihi salam
G. None of the above
H. I want to know



Sahi Jawab: E
-----
Aur firaun ne apni Qoum se pukar kar kaha ke eh Qoum kya misr ki hukumat mere hath mai nahi hain aur ye nehrein jo mere (mehlo) ke neeche beh rahi hain ( meri nahi hain) kya tum dekhte nahi 
Beshak mai us Shaks se jo kuch izzat nahi rakhta aur saaf baat bhi nahi Kar sakta behtar hu toh us par sone ke kanghan kyu na utare gaye ya ( ye hota ke ) Farishtein jama ho kar uske sath aate 
Al-Quran Surah Zukhruf (43) : 51-53


Answer E
-----
And Fir'aun (Pharaoh) proclaimed among his people (saying): "O my people! Is not mine the dominion of Egypt, and these rivers flowing underneath me. See you not 
then? "Am I not better than this one [Musa (Moses)] who is despicable and can scarcely express himself clearly?
"Why then are not golden bracelets bestowed on him, or angels sent along with him?"
-----
Surah Zukhruf  43 : 51-53

No comments:

Post a Comment