Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 844❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 844❗

Sawal : RasoolAllah sallallahu alaihi wasallam ki  Wiladat ke waqt unki walida ke jism se jo noor nikla tha uske ujale ne kaha tak ke mahlo ko munawwar kar diya tha ?

A. Qustuntunia
B. Makka
C. Yemen
D. Mulk e sham
E. Iran
F. Iraq
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi jawab ka intezar hai 

*❗Only-Quran-Hadith Quiz❗*

Quiz : At the time of the birth of RasoolAllah sallallahu alaihi wasallam his mother saw a light came out of her ,that light illuminated the palaces of which city ?

A. Qustuntunia
B. Makka
C. Yemen
D. Syria 
E. Iran
F. Iraq
G. None of the above
H. I ant to know


Sahi Jawab D
----------
✦ Ibn ishaq Radi Allahu Anhu ne bahut se Ashab-e-Rasool sallallahu alaihi wasallam  se rivayat kiya hai ki unhoney kaha Eh Allah ke Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam aap humein apne baare mein bataeeye , Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya main apne walid Ibrahim (Alaihi Salam) ki Dua aur Isa (Alaihi Salam) ki bashaarat hu aur meri Walida ne haalat-e-hamal mein dekha ki unkey jism se ek noor nikla jisne mulk e sham (bushra) ke mahlo ko roshan kar diya
Al-Hakim, Jild 2 # 2006-Sahih
ibn ishaq Jild 1 , #175-Sahih
Seerat Ibn Hishaam, 1/166.

https://islamqa.info/ur/answers/26713/did-a-light-shine-when-the-prophet-peace-and-blessings-of-allaah-be-upon-him-was-born
----------
It has been narratd by ibn ishaq that the Companions of the Messenger of Allaah (peace and blessings of Allaah be upon him) said: O Messenger of Allaah, tell us about yourself. He said: I am the answer to the prayer of the father Ibraaheem Alaihi salam, and the glad tidings of Eesa Alaihi salam, and when my mother became pregnant with me, she saw something as if a light came out of her and illuminated the palaces of Busra in the land of Syria.
Al-Hakim, Jild 2 # 2006-Sahih
ibn ishaq Jild 1 , #175-Sahih
Seerat Ibn Hishaam, 1/166

https://islamqa.info/en/answers/26713/did-a-light-shine-when-the-prophet-peace-and-blessings-of-allaah-be-upon-him-was-born

No comments:

Post a Comment