Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, August 16, 2019

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 894* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 894* ❗

*Jawab ek se zyada hai*

*Sawal : Qayamat ke din barik resham ka libas kis kis ko phanayen jayenge ?*

A. Jo imaan laye aur neik kaam karte rahe
B. Jo musalmano ko apne haath aur zuban se mehfooz rakhe
C. Jisne misskeen ko ek jodi naya kapda pahnaya
D. Jisne kisi musalman ko kafan diya 
E. Jisne duniya mein kabhi libas par gurur nahi kiya
F. Jo apna lipbas ko takhno ke neeche na latkaye
G. Jisne duniya mein kabhi resham ko haram samajhkar nahi pahna
H. Sahi jawab ka intezar hai

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz* ❗

*Answers are more than one*

*Who will be given the cloth of fine silk to wear on the day of Qayamah ?*

A. Who believed and did good deeds
B. The one who keep safe believers with his hands and tongue
C. The one who cloth a poor with new pair of cloth
D. The one who shroud a believer
E. The one who never proud on his cloth in this world
F. The person who dont drags his garment out of conceit
G. The one who avoid silk in this world 
H. I want to know



Answer AD
-----------
Al Quran : Verily as for those who believed and did righteous deeds, certainly We shall not make the reward of anyone who does his (righteous) deeds in the most perfect manner to be lost.

These! For them will be 'Adn (Eden) Paradise (everlasting Gardens); wherein rivers flow underneath them; therein they will be adorned with bracelets of gold, and they will wear green garments of fine and thick silk. They will recline therein on raised thrones. How good is the reward, and what an excellent Murtafaq (dwelling, resting place.)!
Surah Al-Kahaf (16) , Verse 30-31
-----------
Hadith : RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam said Whoever washed a dead person and keep his faults secret , Allah will hide his sins on the day of resurrection and the one who shroud a believer Allah subhanahu will provide him a thin fine silk to wear on the day of resurrection
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 3313


Sahi Jawab AD
---------
Al Quran : Beshak Jo log Imaan laye aur achche kaam kiye ham bhi uska Ajar zaya nahi karenge, jisne achche kaam kiye.
ye Wahi log hain jinke liye hamesha rahne ke baag hai, jinke neeche nahre beh rahi hogi innhein waha sone ke kanghan pahnaye jayenge aur barik aur mote rehsham Ka sabz libas pahnege, waha takhton par takiya lagane wale honge,  kya hi achcha badla hai aur kya hi achchi Aaramgah hai
Surah Al-Kahaf (16) , Verse 30-31

Hadith : RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam ne farmaya  Jis Shaks ne Mayyat ko gusal diya aur uski parda poshi ki to Allah Subhanahu uske Gunaho par parda dalega aur jis Shaks ne Kisi Muslman ko kafan diya Allah Subhanahu usay Qayamat ke din Resham pehnaega 
Al-Silsila-As-Sahiha 3313

No comments:

Post a Comment