Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, August 16, 2019

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 890* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 890* ❗

*Jawab ek se zeyada hai*

*Sawal: Jamaee (ubasi,yawning) ke mutalliq  inmein se kaunsi baate sahi hain hadith ki roshmi mein jawab dijiye ?* 

A. Jamaee aane par Alhamdulillah kahna chahiye
B. Jamaee shaitan ki taraf se hai
C. Jamai aane par La haula wala quwwata illa billah kahna chahiye
D. kisi  ko bhi jamai aaye to wo apni taqat ke mutabiq usey rok de
E. Jamayee ko Allah Subhanahu pasand nahi karta hai 
F. Jamayee aaye to haath munh par rakh le warna shaitan andar dakhil ho jata hai 
G. Jab koi jamayee leta hai to shaitan hasta hai 
H. Sahi Jawab ka intezar hai

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz* ❗

*Answers are more than one*

*Quiz :  What are the true sentence regarding Yawning in the light of Hadith*

A. On the time of yawning we should say Alhamdulillah
B. Yawning is from Satan
C. On the time of yawning we should say la haula wala quwwata illa billah
D. if one of you yawns, he should try his best to stop
E. Allah dislikes yawning
F. When one of you yawns, he should keep his mouth shut 
with the help of his hand, for it is the devil that enters in
G. When anyone of you yawns, Satan laughs at him.
H. I want to know

Sahi Jawab BDEFG
-------------
Rasool-Allah Sallallahu Aaihi Wasallam  ne farmaya Allah Subhanahu cheenk(sneezing) ko pasand karta hai aur jamaee(Ubasi or yawning) ko pasand nahi karta hai. isliye jab tum mein se koi shakhs cheenke to wo Alhumdulillah kahe, lekin jamaee (yawning) lena shaitan ki taraf se hota hai isliye jab tum mein se kisi ko jamaee (yawning) aaye to wo apni taqat ke mutabiq usey rok de. isliye ki jab tum mein se koi jamaee (yawning) leta hai to shaitan hasta hai.
Sahih Bukhari,  6226

Rasool-Allah Sallallahu Aaihi Wasallam ne farmaya jab tum mai se kisi shakhs ko jamayee (Ubasi , yawning) aaye to wo apna haath munh par rakh le kyunki(aisa na karne se)shaitan andar dakhil ho jata hai
Sahih Muslim, Jild 6, 7491


Answer BDEFG
-------------
Rasool-Allah Sallallahu Aaihi Wasallam said, Allah loves sneezing but dislikes yawning; so if anyone of you sneezes and then praises Allah, every Muslim who hears him (praising Allah) has to say Tashmit to him. But as regards yawning, it is from Satan, so if one of you yawns, he should try his best to stop it, for when anyone of you yawns, Satan laughs at him.
Sahih Bukhari, Book 73, Hadith 245

Rasool-Allah Sallallahu Aaihi Wasallam said When one of you yawns, he should keep his mouth shut with the help of his hand, for it is the devil that enters therein.
Sahih Muslim, Book 42, Hadith 7130


https://www.sunnah.com/bukhari/78/250

https://www.sunnah.com/muslim/55/74


Rasool-Allah Sallallahu Aaihi Wasallam said When one of you yawns, he should keep his mouth shut with the help of his hand, for it is the devil that enters therein.

No comments:

Post a Comment