Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 778❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 778❗ 

Sawal : Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne kaunse Sahabi ke liye ye farmaya ki agar Qabr kisi ko bina dabaye Chorh deti to unko chorh deti ?

A. Umar Radi Allahu Anhu
B. Hanzala Radi Allahu Anhu
C. Saad bin maaz Radi allahu anhu 
D. Abu Bakr RAdi Allahu Anhu
E. Uthman Radi Allahu Anhu
F. Maaz bin jabal Radi Allahu Anhu
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗ 

Quiz : For whom Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam  said that if if Grave were leave without squeeze to anyone it would be he ?

A. Umar Radi Allahu Anhu
B. Hanzala Radi Allahu Anhu
C. Saad bin maaz Radi allahu anhu 
D. Abu Bakr RAdi Allahu Anhu
E. Uthman Radi Allahu Anhu
F. Maaz bin jabal Radi Allahu Anhu
G. None of the above
H. I want to know

Sahi Jawab C
---------
Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu se riwayat hai Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Saad bin Maaz Radi Allahu Anhu ki wafat par aise 70,000 Farishtein nazil huye Jo is se pahle zameen par nahi aaye thay aur jab wo dafan kiye gaye to Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Subhan'Allah agar Qabr Ka dabaon Kisi ko chorhta toh wo Saad Radi Allahu Anhu hote (Unhein bhi ek bar dabaya phir kushada ho gayee)

Al-Silsila-As-Sahiha # 3548


Answer A
----------
Narrated by Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu that Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said on the detah of saad bin maaz radi Allahu Anhu , 70,000 angels descend from the heaven which were never came on the earth before that and when he was buried Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said that SubhanAllah if Grave were leave without squeeze to anyone it would be Saad bin maaz radi allahu anhu.
Al-Silsila-As-Sahiha # 3548

No comments:

Post a Comment