Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, August 16, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 861❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 861❗

*Do sawal hain*

*Sawal 1 : Ek baar ek sahabi ke bete ne Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam se pucha ki wo kaunsa amal hai jo unhe Allah ke gusse se bacha sakta hai to Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne unko kya jawab diya ?*

A. Khamoshi ikhtiyar karo
B. Raato ko namaz padha karo
C. Sila rahmi kiya karo
D. Gussa na kiya karo
E. Waldein ki khidmat kiya karo
F. Insaf kiya karo
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi jawab ka intezar hai 


*Sawal 2 : Wo Sahabi kaun they jinke bete ne ye ye sawal kiya tha ?*

A. Saad radi Allahu Anhu
B. Maaz Radi Allahu Anhu
C. Abu Talha Radi Allahu Anhu
D. Umar Radi Allahu Anhu
E. Zaid Radi Allahu anhu
F. Ali radi Allahu Anhu
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi jawab ka intezar hai 

❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗

*There are two questions*

*Quiz 1 : Once a son of sahabi asked to Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam How can I protect myself from the anger of Allah ?*

A. Be silent
B. Pray in the night
C. Be good with relatives
D. Do not get angry
E. Take care of your parents
F.  Do Justice 
G. None of the above 
H. I want to know

*Quiz 2 : Whose son he was ?*

A. Saad radi Allahu Anhu
B. Maaz Radi Allahu Anhu
C. Abu Talha Radi Allahu Anhu
D. Umar Radi Allahu Anhu
E. Zaid Radi Allahu anhu
F. Ali radi Allahu Anhu
G. None of the above 
H. I want to know


Sahi jawab DG
-----------
Abdullah ibn Amr ibn Aas radi Allahu anhu se rivayat hai ki unhone Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam se sawal kiya kaunsi cheez mujhe Allah subhanahu ke gusse se dur rakh sakti hai to Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Gussa na kiya kar 
Masnad Ahmed , 9179-Sahih
-----------
 عَنْ عَبْدِ اللّٰہِ بْنِ عَمْرٍو  ‌رضی ‌اللہ ‌عنہ ‌، اَنَّہُ سَاَلَ رَسُوْلَ اللّٰہِ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم  مَا ذَا یُبَاعِدُنِی مِنْ غَضْبِ اللّٰہِ عَزَّوَجَلَّ؟ قَالَ: ((لَا تَغْضَبْ۔)) (مسند احمد: ٩١٧٩)


Answer DG
-----------
Narrated by Abdllah ibn Amr ibn Aas Radi Allahu Anhuma he asked to Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam that what can protect me from the anger of Allah , Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said Do not get angry 
Masnad Ahmed , 9179-Sahih
------
 عَنْ عبد الله بن عمرو بن العاص اَنَّہُ سَاَلَ رَسُوْلَ اللّٰہِ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم  مَا ذَا یُبَاعِدُنِی مِنْ غَضْبِ اللّٰہِ عَزَّوَجَلَّ؟ قَالَ: ((لَا تَغْضَبْ۔)) (مسند احمد: ٩١٧٩)



عَبْدِ اللَّهِ بْنِ عُمَرَ
Abdullah bin Umar
https://www.sunnah.com/bukhari/59/129

عَبْدِ اللّٰہِ بْنِ عَمْرٍو 
Abdullah bin Amr 
https://www.sunnah.com/riyadussaliheen/17/6

No comments:

Post a Comment