Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, August 16, 2019

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 865* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 865* ❗

*Sawal : Jo kisi Mayyat  ko gusal de usko uske baad kya karna chahiye ?*

A. Usko La ilaha illAllah padhna chahiye
B. Usko Naha lena chahiye
C. Usko Tawba Astigfar padhna chahiye
D. Usko Wuzu kar lena chahiye
E. Usee ko Mayyat ko Qabr mein dafan karna chahiye
F. Usko Mayyat ki taraf se kuch sadqa karna chahiye
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai


❗ *Only-Quran-Hadith Quiz* ❗

*Sawal : What a person should do after washing the dead ?*

A. He must recite La ilaha illAllah
B. He should take a bath
C. He should do tawba astigfar
D. He should perform ablution
E. He should bury the dead in grave with his hand
F. He must give some charity behalf of dead
G. None of the above
H. I want to know



Sahi jawab B
-------
*قَالَ  رَسُولُ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم مَنْ غَسَّلَ الْمَيِّتَ فَلْيَغْتَسِلْ وَمَنْ حَمَلَهُ فَلْيَتَوَضَّأْ*
-------
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Jo kisi mayyat ko nahlaye usko uske baad khud bhi naha lena chahiye aur jo kisi janaze ko uthaye usko uske baad Wazu Kar lena chahiye
Sunan abi Dawud, Jild 2 ,1384 -Sahih


Answer B
-------
*قَالَ  رَسُولُ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم مَنْ غَسَّلَ الْمَيِّتَ فَلْيَغْتَسِلْ وَمَنْ حَمَلَهُ فَلْيَتَوَضَّأْ*
-------
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said He who washes the dead should take a bath, and he who carries him should perform ablution.
Sunan Abu Dawud, Book 20, 3155


-------
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said He who washes the dead should take a bath, and he who carries him should perform ablution.
Sunan Abu Dawud, Book 20, Hadith 3155

No comments:

Post a Comment