Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 845❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 845❗

Do Sawal hain

Sawal 1 : Al-Aaraf kya hai ?

A. Dozakh ke andar ki ek deewar
B. Jannat aur Dozakh ke beech ki ek nahar
C. Dozakh ki ek khayee
D. Jannat ki ek nahar 
E. Meezan
F. Jannat aur dozakh ke beech ek deewar
G. inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

Sawal 2 :Al-Aaraf ki kya khasiyat hai ?

A. Uska paani doodh se bhi zyada safed hai
B. Usmein har tarah ke  mewe (fruits) hain
C. Uska pani shahad se zyada meetha hai
D. Us par se jannat wale aur dozakh wale dikhte hain
E. USme aamal tole jayenge
F. Usmein khubsoort hoorein hain
G. inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai


*❗Only-Quran-Hadith Quiz❗*

There are two quiz

Quiz 1 :  What is Al-Aaraf according Quran ?

A. A wall inside the paradise
B. A River between the hell and paradise
C. A pit of hell
D. A River of paradise
E. Meezan (Scale)
F. A Wall between Hell and paradise
G. None of the above
H. I want to know


Quiz 2 : What is the quality of Al-Aaraf ?

A. its water is more white than the milk
B. There are all kind of fruits inside
C. Its water is more sweet than honey
D. People of hell and paradise can be seen from it
E. The deeds will be measured in it
F. There are beautiful hoors in it
G. None of the above
H. I want to know


Answer FD
----------
Al Quran : Un dono (yani Jannat aur dozakh) ke darmiyan (Aaraaf naam ki) ek deewar hogi aur Aaraf par kuch aadmi honge jo sab ko un ki sooraton se pahchan lenge toh woh Ahal jannat ko pukaar kar kahenge  ke tum par Salamti ho yeh log bhi jannat  mein daakhil to nahi honge magar umeed rakhte honge 
Aur jab un ki nigahein palat kar Ahal Dozakh ki taraf jayengi to arz karenge ke Eh hamare RABB hum ko zalim logon ke saath shaamil na kijiye
Aur Ahal Aaraaf (Kafir) logon ko jinhein un ki sooraton se pahchante  honge pukarenge aur kahenge (ke aaj) na to tumhari Jamaat hi tumhare kuch kaam aayi aur nah tumhara Taqqabur 
Surah Al Araf (7) verse 45-47
----------
And between them (Heaven and Hell) will be a (barrier) screen (named Al-Araf) and on Al-A'raf (a wall with elevated places) will be men (whose good and evil deeds would be equal in scale), who would recognise all (of the Paradise and Hell people), by their marks (the dwellers of Paradise by their white faces and the dwellers of Hell by their black faces), they will call out to the dwellers of Paradise, "Salamun 'Alaikum" (Peace be on you), and at that time they (men on Al-A'raf) will not yet have entered it (Paradise), but they will hope to enter (it) with certainty.
 And when their eyes will be turned towards the dwellers of the Fire, they will say: "Our Lord! Place us not with the people who are Zalimun (polytheists and wrong-doers)."
Surah Al Araf (7) verse 45-47

No comments:

Post a Comment