❗Only-Quran-Hadith Quiz 837❗
*Do sawal hain*
*Sawal 1 : Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ka Aqeeqa kisne kiya tha ?*
A. Aapke Dada Abdul Mutalib
B. Aapke Chacha Abu Talib
C. Aapke Walid
D. Aapki Walida
E. Abu bakr Radi Allahu Anhu
F. Ali Radi Allahu Anhu
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai
*Sawal 2 : Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ka Aqeeqa kab kiya gaya gaya ?*
A. Paidayeesh ke Saatwe din
B. Paidayeesh ke ek mahine baad
C. Jab Aap par pahli wahi nazil huyee
D. Jab aap Nabee mabuus kiye gaye
E. Jab Aap Madina tashreef le gaye
F. Jab Aapke pahla nikah hua
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai
*❗Only-Quran-Hadith Quiz❗*
*There are two quiz*
Quiz 1 : Who did the Aqeeqa of Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ?*
A. Aapke Dada Abdul Mutalib
B. Aapke Chacha Abu Talib
C. Aapke Walid
D. Aapki Walida
E. Abu bakr Radi Allahu Anhu
F. Ali Radi Allahu Anhu
G. None of the above
H. I want to know
Quiz 2 : When did the Aqeeqa of Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam perform?*
A. After the seven days of his birth
B. After one month of his birth
C. As sson as he got first revelation
D. After his Prophethood
E. When ho went to madina first time
F. When he got married first time
G. None of the above
H. I want to know
Answer GD
-----
Narrated by Anas radi Allahu Anhu the Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam performed his Aqeeqah for himself after his Prophethood.
Al-Silsila-tus-Sahiha - 850
-----
عن أنس رضی اللہ عنہ قال: عَقّ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم عن نَفْسَه بَعْدَمَا بُعِث نَبِيًّا
Al-Silsila-tus-Sahiha- 850
------------
http://fatwa.islamweb.net/fatwa/index.php?page=showfatwa&Option=FatwaId&Id=74690
Answer GD
-----
Anas radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam Jab Nabee mabuus ho gaye to phir Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne apni taraf se aqeeqa kiya

Tashreeh : Hadith ki roshni mein bachche ki paidayeesh ke sathwe (7th) din uska Aqeeqa kiya Jaye Uske naam rakha Jaye aur sir ke Baal mundwaye Jaye Sahih Al Jamia ki riwayat ke mutabiq 14 aur 21 din par bhi kiya jaa sakta hai lekin agar kuch wajuhat ki bina par aqeeqa waqt par na ho sake to baad mein jab moqa mile iss hukum (aqeeqa) tamil ki jaye Jaise ke Sayyadna Samurah Radi Allahu Anhu bayan Karte hai Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya har bacha Apne aqeeqa ke badle girwe hota hai paidaish ke sathway din (7th day) uska Aqeeqa Kiya Jaye lihaza aqeeqa kar ke Bache ya apne aap ko girwe se Azad Kiya jaye , Jin afrad ke Waliden Gareebi ya kisi aur wajah se unka aqeeqa na Kar sake innhein chahahye ke wo istatat ki surat mein apni tarf se ye qarza ada kar de

انسرضی اللہ عنہ سے مرفوعا مروی ہے كہ: جب نبی صلی اللہ علیہ وسلم بحیثیت نبی مبعوث ہوگئے توآپ صلی اللہ علیہ وسلم نے اپنی طرف سے عقیقہ کیا۔

No comments:
Post a Comment