Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, August 16, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 912❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 912❗

Jawab ek se zyada hai

Sawal : Kaba sharif ka tawaf karne se inmein se kaun kaunsa sawab milta hai ?

A. EK Qadam par 100 nekiya milti hain
B. 7 chakkar karne ke baad do rakat padhne par ek ghulam aazad karne ka sawab
C. Ek Qadam par 10 gunah maaaf hote hain
D. Ek Qadam par 100 gunah maaaf hote hain
E. Ek Qadam par 10 darjat buland hote hain
F. Tawaf karne se sare purane gunah khatam ho jate hain
G. Ek Qadam par 10 nekiya milti hain
H. Sahi jawba ka inteza hai

❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗

Answers are more than one

Quiz : What is the rewards a person get during tawaf  (circles the Kabah) ?

A. 100 good deeds for one step
B. Whoever circles the Kabah seven times and prays two rakat will be rewarded as if he has freed a slave
C. 10 sins will be erased on one step
D. 100 sins will be erased on one step
E. 10 degrees raised on one step
F. All past sisn will be removed 
G. 10 good deeds for one step
H. I want to know

Sahi Jawab BCEG
-------
Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu se riwayat hai Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya jo admee tawaf ke saath (7) 
chakkar lagaye aur phir do rakat adaa Karen usay ek Ghulam Aazad karne ke barabr sawab milta hain, tawaf mai Admee ko ek 
qadam uthane aur rakhne par das nekiyan milti hain das gunah maaf hote hain aur das darjat buland kiye jaate hain
Musnad Ahmed # 4339-Sahih

Answer BCEG
-----
Abdullah ibn Umar reported: The Messenger of Allah, peace and blessings be upon him, said, Whoever circles the Ka’bah seven 
times and prays two cycles will be rewarded as if he has freed a slave. When a man raise his foot and bring it back down ten good 
deeds will be written for him, ten bad deeds will be erased, and he will be raised by ten degrees.
Musnad Ahmed 4339-Sahih

No comments:

Post a Comment