Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, August 16, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 908❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 908❗

Sawal 1 : Ek qaum aisee thi jo suraj nikalte hi pani mein chali jati aur jab suruj gurub hota to wapas bahar aa jati , Inmein se kisne us qaum ko dekha tha  ?

A. Khizr Alaihi salam
B. Yusha bin noon Alaihi salam
C. Zulqarnain Alaihi salam 
D. Luqman Alaihi Salam
E. Musa Alaihi salam 
F. Ibrahim Alaihi salam
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

Sawal 2 : Us Quam ka zikr Quran ki kaunsi surah mein hai ?

A. Surah Yaseen
B. Surah Al-Kahaf
C. Surah Al-Baqarah
D. Surah Aal-e-Imran
E. Surah Anam
F. Surah Luqman
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

Quiz 1 : There were a nation , when th sun rises they used to go in the tunnel or water until it had passed , who went to that nation ?

A. Khizr Alaihi salam
B. Yusha bin noon Alaihi salam
C. Zulqarnain Alaihi salam 
D. Luqman Alaihi Salam
E. Musa Alaihi salam 
F. Ibrahim Alaihi salam
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai


Quiz 2 : In Which surah of Quran that nation has been mentioned ?

A. Surah Yaseen
B. Surah Al-Kahaf
C. Surah Al-Baqarah
D. Surah Aal-e-Imran
E. Surah Anam
F. Surah Luqman
G. None of the above
H. I want to know

Answer CB
-------
Al Quran : Then he followed another way,Until, when he came to the rising place of the sun, he found it rising on a people for whom We (Allah) had provided no shelter against the sun.
Surah Al Kahaf (18) Verse 89-90
------
Explanation : When he reached the place where the sun rises, as Allah says, (he found it rising on a people) meaning a nation,(for whom We (Allah) had provided no shelter against the sun.) meaning, they had no buildings or trees to cover them and shade them from the heat of the sun. Qatadah said, "It was mentioned to us that they were in a land where nothing grew, so when the sun rose they would go into tunnels (or water) until it had passed its zenith, then they would come out to go about their daily lives and earn themselves a living.
Tafsir Ibn kathir, Surah Al Kahaf (18) Verse 89-90

✅: Sahi Jawab: CB 💐
----
Al Quran : Phir Unhone ( Zulqarnain Alahih Salam ne ) ek aur Saman ( safar ka) kiya yaha tak ke suraj ke tulu hone ke Maqam par pauncha to dekha ke wo aise logo par tulu karta hain jinke liye hamne suraj ke us taraf koi oat nahi banayee 
Surah Al-Kahaf (18) : 89-90
---
Tafseer Ibn Kathir : Jab aap Suraj nikalne ki jagah tak pauche waha dekha ke ek basti aabad hain lakin waha ke log bilkul neem waheshi Jaise hain na wo Ghar banate hai aur na waha koi darakht hain Suraj ki dhoop se panaha dene wali koi cheez waha nazar na aayee unke rang surkh they unke qad past they aam khurakh unki machli thi. Hazrat Hasan Rahimullah farmate hain Suraj nikalne ke Waqt wo paani mai chale jaya karte they aur gurub hone ke baad janwaron ki taraha idher udhar ho jaya karte they
Tafseer Ibn Kathir , Surah Al-Kahaf (18) : 89-90

No comments:

Post a Comment