Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, August 16, 2019

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 868*❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 868*❗

*Sawal : Jab Allah subhanahu kisi ke saath bhalayee ka irada farmata hai to uske saath kya karta hai ?*

A. Logo mein mehboob bana deta hai
B. Muqarrab farishto ke saath uska naam likh deta hai
C. Deen ki samajh ata farma deta hai
D. Uske rizq mein barkat ata farma deta hai
E. Neik aamal karne ki taufiq de deta hai
F. Tauba ki taufiq de deta hai
G. Museebato mein mubatala kar deta hai
H. Sahi Jawab ka intezar hai 


❗*Only-Quran-Hadith Quiz*❗

*Quiz : If Allah wants to do good for somebody what he does ?*

A. Makes him beloved among people
B. He wrote his name with most exalted angel
C. Makes him understand the Religion 
D. grant him lot of sustenance
E. Let him do the righteous deeds 
F. Let him do the much repentance
G. Afflicts him with trials
H. I want to know


Sahi Jawab ACEG
---------
Rasool- Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Jab Allah Subhanahu Kisi bande ke sath bhalayee Ka irada karta hai to usay logo main mehboob bana deta hai kisi ne Kaha mehboob bana dene se kya murad hai ? Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Allah Subhanahu usko Marne se pehle neik aamal Karne ki taufeeq ata farma deta hai phir ussi halat par usko maut de deta hai 
Musnad Ahmed 2985

 Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jiske saath Allah subhanahu bhalayee chahta hai usko deen ki samajh ata farma deta hai
Sahih Bukhari, Jild 4, 3116

 Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya ALLAH Subhanahu jiske saath khair aur bhalaii karna chahta hai usey beemari ki takleef aur dusri musibaton mein mubtala kar deta hai.
Sahih Bukhari, Vol 7, 5645


Answer ACEG
------------
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam said When Allah wants good for a slave he make him beloved among people , somebody asked what is the mean by beloved among the people ? He Sal-Allahu Alaihi wasallam said by making him meet up with the righteous deeds before death and he got death in this condition
Musnad Ahmed 2985

The Prophet (ﷺ) said If Allah wants to do good for somebody, he makes him understand the Religion 
Sahih Bukhari, Book 53, 346

ALLAH's Apostle Sallallahu Alaihi wasallam said If ALLAH Subhanahu wants to do good to somebody, He afflicts him with trials." 
Sahih Bukhari, Book 70, 548


No comments:

Post a Comment