Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 829❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 829❗

Sawal  : Jab Barish nahi hoti to Umar Radi Allahu Anhu inmein se kiske waseele se barish ke liye dua farmate they ?

A. Hasan Radi Allahu Anhu
B. Hussain Radi Allahu Anhu
C. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
D. Abbas Radi Allahu Anhu
E. Fatima Radi Allahu Anhu
F. Uthman Radi Allahu Anhu
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

------------
Quiz : On the time of Umar Radi Allahu Anhu When there were no rain , to whom he ask to invoke Allah for rain ?

A. Hasan Radi Allahu Anhu
B. Hussain Radi Allahu Anhu
C. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
D. Abbas Radi Allahu Anhu
E. Fatima Radi Allahu Anhu
F. Uthman Radi Allahu Anhu
G. None of the above
H. I want to know

Answer D
-----
Anas bin malik Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki jab kabhi hazrat Umar Radhi Allahu Anhu ke zamaney mein Qahat parhta to Umar Radhi Allahu Anhu Hazrat Abbas bin Abdul Mutlib ke waseeley se dua kartey aur farmatey ki Eh ALLAH Pahley hum tere pass tere Nabee Sal-Allahu Alaihi Wasallam ka waseela laya kartey they to tu paani barsata tha ab hum apne Nabee Sal-Allahu Alaihi Wasallam ke chacha ko waseela banate hain to tu hum par pani barsa Anas Radhi Allahu Anhu ne kaha ki phir barish khub barasti
Sahih Bukhari, vol 2, 1010
---------
Narrated Anas Radhi Allahu Anhu :Whenever drought threatened them, 'Umar bin Al-Khattab, used to ask Al-Abbas bin 'Abdul Muttalib to invoke ALLAH for rain. He used to say, "O ALLAH! We used to ask our Prophet Peace be upon him  to invoke You for rain, and You would bless us with rain, and now we ask his uncle to invoke You for rain. O ALLAH ! Bless us with rain."And so it would rain. 
Sahih Bukhari, Book 17, 123


No comments:

Post a Comment