Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, August 16, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 906❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 906❗

*Sawal : Inmein se Sahib-un-Naalain kisko kaha gaya hai ?*

A. Abdull bin Masood Radi Allahu anhu
B. Abu Bakr RAdi Allahu Anhu
C. Umar Radi Allahu Anhu 
D. Bilal Radi Allahu Anhu
E. Ali Radi Allahu anhu
F. Salman Farsi radi Allahu Anhu
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai


❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

Quiz : Who is Sahib-un-Nalain (The one who carry shoes of of Prophet SalAllahu Alaihi Wasallam)


A. Abdull bin Masood Radi Allahu anhu
B. Abu Bakr RAdi Allahu Anhu
C. Umar Radi Allahu Anhu 
D. Bilal Radi Allahu Anhu
E. Ali Radi Allahu anhu
F. Salman Farsi radi Allahu Anhu
G. None of the above
H. I want to know

✅ Sahi Jawab A

----------

Alqama Radi Allahu Anhu se riwayat hai ke main jab mulk e shaam aaya toh maine do rakat Namaz padh kar ye dua ki ke Eh Allah Mujhe koi naik sathi ataa farma . Phir main ek Qoum ke paas aaya aur unki majlis main baith gaya thodi hi der baad ek buzrug aaye aur mere paas baith gaye maine pucha ye kaun buzrug hain logo ne bataya ye Abu Darda Radi Allahu Anhu hain us par maine arz Kiya ke Maine Allah Subhanahu se dua ki thi ke koi Neik sathi mujhe ataa farma toh Allah Subhanahu ne aap ko mujhe inayat farmaya unhone pucha tumhara watan kaha hain Maine arz kiya Qufa hai unhone kaha kya tumare yaha ibn Umm Abdullah ( Abdullah bin Masud Radi Allahu Anhu) Sahib un Nalain ( Jo Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ke Nalain uthaya Karte they ) nahi hain

Sahi Bukhari, 3742

Answer A
----------
Narrated Alqama Radi Allahu Anhu I went to Sham and offered a two-rakat prayer and then said, "O Allah! Bless me with a good pious companion." So I went to some people and sat with them. An old man came and sat by my side. I asked, "Who is he?" They replied, "(He is) Abu-Ad-Darda.' I said (to him), "I prayed to Allah to bless me with a pious companion and He sent you to me." He asked me, "From where are you?" I replied, "From the people of Al-Kufa." He said, "Isn't there amongst you Ibn Um Abd (Abdullah Bin Masood Radi Allahu Anhu) , the one who used to carry the shoes, the cushion(or pillow) and the water for ablution?
Sahih Bukhari,  Book 57, Hadith 85

No comments:

Post a Comment