Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, August 16, 2019

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 877*❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 877*❗

*Dusre sawal mein jawab ek se zyada hai*

*Ek baar do nabee ek gaanw mein se guzre aur unse khana maanga magar gaanw walo ne unko khana nahi diya , jab wo aage badhe to us gaanw ke ek ghar ki deewar girne wali thi to unmein se ek nabee ne usko seedha kar diya*

*Sawal 1 : Wo Nabee kaun they jinhone us deewar ko seedha kiya tha?*

A. Ibrahim Alaihi salam
B. Harun Alaihi Salam
C. Yusuf Alaihi Salam
D. Dawud Alaihi Salam
E. Zulqarnain Alaihi Salam
F. Musa Alaihi Salam
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

*Sawal 2 : Us deewar ko us Nabee ne seedha kyu kiya  ?*

A. Us deewar ke peeche Yajuj majuj they
B. Us Deewar ke andar shaitan ka takht tha
C. Wo deewar teen yateemo ki thi
D. Wo deewar jinki thi uska walid ek neik shaksh tha
E. Us deewar ke girne se us gaaw par azab aa sakta tha
F. Us deewar ke neeche khazana tha
G. Wo Deewar ek Nabee ke ghar ki thi
H. Sahi Jawab ka intezar hai



❗*Only-Quran-Hadith Quiz*❗

*Second question has more than one answer*

*Once two Prophet passed by a town and  they asked them for food, but they refused to entertain them , Then they found therein a wall about to collapse and one of the prophet set it up straight*

*Quiz 1 : What is the name of that Prophet who set that wall straight ?*

A. Ibrahim Alaihi salam
B. Harun Alaihi Salam
C. Yusuf Alaihi Salam
D. Dawud Alaihi Salam
E. Zulqarnain Alaihi Salam
F. Musa Alaihi Salam
G. None of the above
H. I want to know

*Quiz 2 : Why he set that wall straight ?*

A. Yajuj Majuj were present behind that wall
B. The throne of devil were present inside the wall
C. That wall beongs to three orphans
D. Their father was a righteous man, who belong to that wall
E. if the wall collapse , the punishment of Allah would come
F.  A treasure was there under the wall
G. That wall belogs to the house of a Prophet
H. I want to know



✅ *Sahi Jawab GDF* 💐
-----------
Al Quran : Phir dono (Kizr Alaihi Salam aur Musa Alaihi Salam) chale yaha tak ki wo ek gaanw walon ke pass pahunche aur unse khana talab kiya unhone unki mehman nawazi karne se inkar kar diya phir unhone waha ek deewar dekhi jo girne wali thi Khizr Alaihi salam ne usko seedha kar diya MUsa Alaihi salam ne kaha agar aap chahte to unse (is ka ) muaawza le lete ( taaki khane ka kama chalta)
Surah Al-Kahaf(18) , Aayat 77
-----------
Al Quran : Aur wo jo deewar thi wo do yateem ladko ki thi (jo) shahar mein rahte they aur uske neeche unka khazana (madfoon) tha aur unka walid ek neik shakhs tha to tumhare RABB ne chaha ki wo apni jawani ko pahuch jaye aur (phir) apna khazana nikale , ye tumhare RABB ki meharbani hai aur ye kaam maine apni taraf se nahi kiya ye un baato ka raaz hai jin par tum sabr nahi kar sake
Surah Al-Kahaf(18) , Aayat 82

Reference : Khizr Alaihi Salam Nabee they
https://islamqa.info/en/21793



 ✅ *Answer GDF* 💐
-----------
Al Quran : Then they both  (Kizr Alaihi Salam aur Musa Alaihi Salam) proceeded, till, when they came to the people of a town, they asked them for food, but they refused to entertain them. Then they found therein a wall about to collapse and he (Khidr) set it up straight. [Musa (Moses)] said: If you had wished, surely, you could have taken wages for it
Surah Al-Kahaf(18) , Aayat 77
-----------
Al Quran : And as for the wall, it belonged to two orphan boys in the town; and there was under it a treasure belonging to them; and their father was a righteous man, and your Lord intended that they should attain their age of full strength and take out their treasure as a mercy from your Lord. And I did them not of my own accord. That is the interpretation of those (things) over which you could not hold patience.
Al Quran, Surah Al-Kahaf(18) , Aayat 82

Refrence : Khizr Alaihi Salam was a Prophet
https://islamqa.info/en/21793

No comments:

Post a Comment