Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Vadodara viewed 'Beautiful Designed Images of Az' 9 mins ago
A visitor from Chandigarh viewed '♥ Namaz ke baad ke Azkar ♥' 34 mins ago
A visitor from Nagpur viewed 'Juma ki raat surah Al-kahaf pad' 1 hr 43 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Juma ki raat surah Al-kahaf pad' 1 hr 49 mins ago
A visitor from Jeddah viewed 'Al Quran: Jo meri Hidayat (Qura' 2 hrs 1 min ago
A visitor from Hyderabad viewed '♥ Azkar Al Sabah - Morning Azka' 3 hrs 15 mins ago
A visitor from Delhi viewed '❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1072*❗' 3 hrs 39 mins ago
A visitor from Kuala lumpur viewed '✦ Hadith : Is dua ko raat ko pa' 3 hrs 57 mins ago
A visitor from Vadodara viewed 'Beautiful Designed Images of Az' 4 hrs 21 mins ago
A visitor from Japan viewed 'Hadith : Jis ne Subah Ke Waqt Y' 4 hrs 25 mins ago

Total Pageviews

4,426,084

Category

Search Hadith

Friday, August 16, 2019

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 888* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 888* ❗

*Sawal : Inmein se wo kaun kaun see nishaniyah hain jinke zahir hone ke baad imaan lana kuch kaam nahi aayega ?*

A. Dajjal ka aana
B. Dabbat Al-Ard ka nikalna
C. Suraj ka paschim se nikalna
D. Pool sirat ka logo ke samne zahir ho jana
E. Yajuj majuj ka nikalna
F. Isa alaihi salam ka nuzul
G. Mahdi Alaihi salam ka nuzul
H. Sahi Jawab ka intezar hai


❗ *Only-Quran-Hadith Quiz* ❗

*Quiz : After appearing some sighn of qayamah , the faith will not benefit to the one who has not previously believed , what are those signs ?*

A. Coming of Dajjal 
B. The Beast of the earth.
C. The sun rise from the west
D. The appearing of Sirat (Bridge) 
E. Coming of Yajuj majuj 
F. Coming of Isa alaihi salam 
G. Coming of mahdi
H. I want to know



Sahi Jawab ABCD
-----------
Abu Huraira Radi Allahu Anhu se riwayat hain ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya teen nishaniyan jab zahir ho jaye to Kisi nafs ko uska Imaan nafa nahi dega jo usay pehle Imaan nahi laya hoga ya apne Imaan mein koi neiki nahi ki hogi Suraj Ka Magrib se tulu hona, dajjal aur dabbatul ardh ka nikalna
Al-Silsila-tus-Sahiha - 2601

Hadith : Aishah Radi Allahu Anha  ne ye aayat tilawat farmayeee (jiska tarjuma hai) Jis din (Qayamat ke din) ye zameen dusri zameen se badal di jayegi (14:48) , uske baad unhone Rasool-Allah Sallallahu Aaihi Wasallam se pucha ki us waqt log kaha honge to Aapne farmaya Pool sirat par 
Jamia Tirmizhi , Jild 2, 1045

Note : Pool Sirat ko Qayamat ke din logo ke samne laya jayega aur Qayamat ke roz kisi ka imaan lana uske kaam nahi aayega

Answer ABCD
--------
Rasool-Allah Sallallahu Aaihi Wasallam said When three things appear faith will not benefit one who has not previously believed or has derived no good from his faith: the rising of the sun in its place of setting, the Dajjaal, and the beast of the earth.
Al-Silsila-tus-Sahiha - 2601

Aishah Radi Allahu Anha recited this Ayah: The Day when the earth will be changed to another earth (14:48). She said: 'O Messenger of Allah! Where will the people be?' He said: 'Upon the Sirat.(Bridge)
Jamia Tirmizhi, Book 44, Hadith 3121

Note : The appearing of sirat will occur on the Qayamah so that day faith will not benefit  to anybody

No comments:

Post a Comment