Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, August 16, 2019

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 892* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 892* ❗

*Jawab ek se zyada hain*

*Sawal: Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne kiske liye ye farmaya ki wo hum mein se nahi hai?*

A. Jo Padosi ko takleef pahuchaye
B. Jisne hum par hathyar uthaya
C. Jo Hamare bado ka ehatram na kare
D. Jo choto par raham na kare
E. Jo kisi aurat ko uske shohar ke khilaf bhadkaye
F. Jo hamare Janaze mein shamil na ho
G. Jo hamare mareez ki ayadat na kare
H. Sahi jawab ka intezar hai

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz* ❗

*Answers are more than one*

*Quiz : For whom the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said that He is not one of us*

A. The one who hurt his neighbor
B. The one who use arms against us
C. The one who does not respect our elders
D. The one who does not have mercy on our young 
E.  The one who incites a woman against her husband
F. The one who does not attend our funeral
G. The one who does not visit our sick
H. I want to know


Sahi jawab BCDE
--------------
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Jo Shaksh kisi aurat ko uskey shohar ke khilaf ua kisi ghulam ko uskey aaqa ke khilaf bhadkaye wo hum mein se nahi hai 
Sunan Abu Dawud, Jild 2, 408 - Sahih

✦ Ek budha shakhs Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam se mulaqat ke liye hazir hua , logo ne usko raasta dene mein der ki to us waqt Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shakhs hamare choto par raham na kare aur hamare bado ka ehatram na kare wo hum mein se nahi hai
Jamia Tirmidhi Jild 1,1982-Hasan

✦ Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne faramaya jisney hum par hathyar uthaya wo hum mein se nahi hai 
Sahih Bukhari, Jild 8, 7070


✅ *Answer BCDE* 💐
--------------
✦ The Prophet peace be upon him said: Anyone who incites (provokes)   a woman against her husband or a slave against his master is not one of us.  
Sunan Abu Dawud, Book 12 , 2170 - Sahih

✦ An older man came to talk to the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam , and the people were hesitant to make room for him. The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said He is not one of us who does not have mercy on our young and does not respect our elders."
Jamia Tirmidhi , Book 1, 1919-Hasan

The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said Whoever takes up arms against us, is not from us." 
Sahih Bukhari, Vol 9, Book 88, 190

No comments:

Post a Comment