Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, August 16, 2019

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 886 * ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 886 * ❗


*Sawal 1 : Wo kaunsi qaum thi jinki taraf teen Rasool ek saath bheje gaye ?*

A. Qaum e Loot
B. Ashab Al Hijr 
C. Qaum E Samud
D. Bani Israeel
E. Ashab Al Madyan
F. Ashab Al Ukhdud
G.Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

*Sawal 2 : Us shahar ka kya naam tha jaha wo teeno Rasool bheje gaye they ?*

A. Abbasiya
B. Egypt
C. Ethiopia
D. Mulk e sham
E. Madyan
F. Bait ul Muqaddas
G.Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

Sawal 3 : Jab Us Quam ne Rasoolo ko nahi mana to unko kis tarah tabah kiya gaya ?

A. Un par Bijli gira di gayee
B. Tez aandhi se halaq kiya
C. Un par tiddi (locusts) aur  juwein (lice) ka azab aaya 
D. Unko gharo ke saath aasmano mein le jakar phenka gaya 
E. Unko bandar aur khinzeer bana diya gaya
F. Sakht aawaz ke jariye halaq kiya 
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai



❗ *Only-Quran-Hadith Quiz* ❗

*Quiz 1 : What is the name of that people to whom three Messengers were sent together ?*

A. Qaum e Loot
B. Ashab Al Hijr 
C. Qaum E Samud
D. Bani Israeel
E. Ashab Al Madyan
F. Ashab Al Ukhdud
G.Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai


*Quiz 2 : What is the name of that city where those three Messengers were sent together ?*

A. Abbasiya
B. Egypt
C. Ethiopia
D. Mulk e sham
E. Madyan
F. Bait ul Muqaddas
G.Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

*Quiz 3 : When those people rejected all three Messengers,  how Allah detroyed them ?*

A. The thunder was sent to them
B. Destroyed by a furious violent wind
C. locusts and the lice were sent
D. Angels took them towards sky and through them down
E. Tey were transformed into monkeys and pigs.'"
F. Destroyed by a Shout
G. None of the above
H. I want to know


وَاضْرِبْ لَهُم مَّثَلًا أَصْحَابَ الْقَرْيَةِ إِذْ جَاءَهَا الْمُرْسَلُونَ

إِذْ أَرْسَلْنَا إِلَيْهِمُ اثْنَيْنِ فَكَذَّبُوهُمَا فَعَزَّزْنَا بِثَالِثٍ فَقَالُوا إِنَّا إِلَيْكُم مُّرْسَلُونَ

قَالُوا مَا أَنتُمْ إِلَّا بَشَرٌ مِّثْلُنَا وَمَا أَنزَلَ الرَّحْمَـٰنُ مِن شَيْءٍ إِنْ أَنتُمْ إِلَّا تَكْذِبُونَ

قَالُوا رَبُّنَا يَعْلَمُ إِنَّا إِلَيْكُمْ لَمُرْسَلُونَ

وَمَا عَلَيْنَا إِلَّا الْبَلَاغُ الْمُبِينُ
----------
13 اور ان سے گاؤں والوں کا قصہ بیان کرو جب ان کے پاس پیغمبر آئے

14 (یعنی) جب ہم نے ان کی طرف دو (پیغمبر) بھیجے تو انہوں نے ان کو جھٹلایا۔ پھر ہم نے تیسرے سے تقویت دی تو انہوں نے کہا کہ ہم تمہاری طرف پیغمبر ہو کر آئے ہیں

15 وہ بولے کہ تم (اور کچھ) نہیں مگر ہماری طرح کے آدمی (ہو) اور خدا نے کوئی چیز نازل نہیں کی تم محض جھوٹ بولتے ہو

16 انہوں نے کہا کہ ہمارا پروردگار جانتا ہے کہ ہم تمہاری طرف (پیغام دے کر) بھیجے گئے ہیں

17 اور ہمارے ذمے تو صاف صاف پہنچا دینا ہے اور بس
----------


28 اور ہم نے اس کے بعد اس کی قوم پر کوئی لشکر نہیں اُتارا اور نہ ہم اُتارنے والے تھے ہی

29 وہ تو صرف ایک چنگھاڑ تھی (آتشین) سو وہ (اس سے) ناگہاں بجھ کر رہ گئے



Sahi Jawab GGF
-----------

Al Quran : Aur unse (Ashab Al Qariya) Gaaw walo  Ka qissa bayan Karo jab unke paas Rasool aaye,  jab hamne unki tarf do Rasool bheje to unhone unko jhutalaya phir hamne teesre se taqweeyat di (yanai tssesra Rasool bheja) to unhone Kaha ke ham tumhari tarf Rasool ban kar  aaye hain  wo bole ke tum aur Kuch nahi magar hamari tarha ke Admee ho aur Allah Subhanahu ne koi Cheez nazil Nahi ki tum sirf jhoot bolte ho unhone Kaha ke hamara RABB janta hai ke ham tumari tarf PaigRasool ambar Bana Kar bheje gaye hain aur hamare zimme to saaf saaf pahucha dena hai 
Surah Yaseen (36) Verse 13-17

Tafsir : Ye waqya Antakiya Shahar ka hai Aur waha ke baadsha ka naam Antakhish tha , waha ke sabhi log boot parast they, unke pass Allah subhanahu ne teen Rasool bheje they Sadiq , Saduq and Shalum magar un logo ne teeno ko jhuthla diya
Tafsir Ibn kathir , Surah Yaseen (36) Verse 13-17

Al Quran : Aur humne uske baad us qaum par koi lashkar nahi utara aur na hum utarne wale the , wo to sirf ek aawaz thi so wo achanak bujh kar rah gaye
Surah Yaseen (36) Verse 28-29

Answer GGF
----------
Al Quran : And put forward to them a similitude: the (story of the Ashab Al Qariya) dwellers of the town, [it is said that the town was Antioch (Antakiya)], when there came Messengers to them.When We sent to them two Messengers, they denied them both; so We reinforced them with a third, and they said: "Verily we have been sent to you as Messengers.They (people of the town) said: "You are only human beings like ourselves, and the Most Gracious (Allah) has revealed nothing. You are only telling lies.The Messengers said: "Our Lord knows that we have been sent as Messengers to you, And our duty is only to convey plainly (the Message).
Surah Yaseen (36) Verse 13-17

Tafsir Ibn kathir : In the reports that he transmitted from Ibn Abbas Radi Allahu Anhu  that it was the city of Antioch, in which there was a king called Antiochus the son of Antiochus the son of Antiochus, who used to worship idols. Allah sent to him three Messengers, whose names were Sadiq, Saduq and Shalum, and he disbelieved in them
Surah Yaseen (36) Verse 13-17

And We did not send down upon his people after him any soldiers from the heaven, nor would We have done so.
It was just one shout, and immediately they were extinguished.
Surah Yaseen (36) Verse 28-29

No comments:

Post a Comment