Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗Only-Quran-Hadith-Quiz 814❗

❗Only-Quran-Hadith-Quiz 814❗

Sawal : Martabe ke lihaz se sabse bura shakhs kaunsa hai ?

A. Jo Khullam khulla gunah kare
B. Jo kisi yateem ka mala kha jaye
C. Jis se Allah ke naam par maanga jaye aur wo na de
D. Jo aise qaidi ko qatl kar de jisko aman di ho
E. Jo Tasweer banata ho
F. Jiski burayee se uska padosi mehfooz na ho
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawba ka intezar hai

❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

Quiz : Who is the worst person in rank near Allah?

A. The one who do sin openly
B. The one who take over the property of orphan
C. The one who asked somehting on the name of Allah and he deny 
D. The one who kill such prisoner who has been given shelter
E. The one who make the Pictures
F. The one whose neighbor is not secure with his evil
G. None of the above
H. I want to know

✅ *Answer C* 
-----
Abdullah Ibn Abbas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya kya main tumehin us Shaks ke bare mein na batauu Jo martabe ke lihaz se sabse bura hai Sahaba Radi Allahu Anhuma ne kaha jee haan Ya Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam, to Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Ais ashakhs  jis se Allah Subhanahu Jo azmaton wala hai ke naam par sawal Kiya Jaye lakin wo phir bhi na de
Al-Silsila-As-Sahiha # 271
-----
*قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ*
*فَأُخْبِرُكُمْ بِشَرِّ النَّاسِ مَنْزِلَةً؟ ». قُلْنَا : نَعَمْ يَا رَسُولَ اللهِ. قَالَ :« الَّذِى يُسْأَلُ بِاللهِ العَظِيم وَلاَ يُعْطِى بِهِ*


Answer C
-----
Narrated by Abdullah Ibn Abbas Radi Allahu Anhu that Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said should I not tell you about the worst person in rank near Allah , we said Yes Ya Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam , he said the one who has been asked something on the name of Allah Almighty and he deny .
Al Silsila As Sahiha, 272
-----
*قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ*
*فَأُخْبِرُكُمْ بِشَرِّ النَّاسِ مَنْزِلَةً؟ ». قُلْنَا : نَعَمْ يَا رَسُولَ اللهِ. قَالَ :« الَّذِى يُسْأَلُ بِاللهِ العَظِيم وَلاَ يُعْطِى بِهِ*

No comments:

Post a Comment