❗ Only-Quran-Hadith Quiz 769 ❗
Ek baar ek sahabi ne Rasool-Allah SallallahuAlalhi Wasallam se 10 jannati logo ke naam suney aur logo ko sirf 9 logo ke naam bataye aur jab logo ne pucha ki daswa jannati kaun hai tab unhone daswe jannati ka naam bataya
Sawal 1 : Wo sahabi kaun they jinhone aisa kiya ?
Sawal 2 : Aur sabse aakhir wale daswe jannati ka naam kiska tha ?
A. Talha Radi Allahu Anhu
B. Zubair bin Awwam Radi Allahu Anhu
C. Saad bin Abi Waqas (Malik) Radi Allahu Anhu
D. Saeed bin Zaid Radi Allahu Anhu
E. AbdurRahman ibn Awf Radi Allahu Anhu
F. Abu Ubaidah bin Al-Jarrah radi Allahu Anhu
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai
❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗
Once a sahabi heard from the Rasool-Allah SallallahuAlalhi Wasallam about the 10 people of paradise and he mentione to the people only nine name, people ask him who is the tenth one, that time he took the name of tenth one
Quiz 1 : What is the name of that sahabi who did this ?
Quiz 2 : Whose name he took on tenth number ?

E. Abdur Rahman ibn Awf Radi Allahu Anhu

Sahi Jawab DD
-------------
Saeed bin Zaid Radi Allahu anhu se rivayat hai ki Maine Rasool-Allah SallallahuAlalhi Wasallam se suna hai 10 Shakhsh jannati hain:
1. Nabee SallallahuAlalhi wasallam Jannati hain,
2. AbuBakr jannati hain,
3. Umar jannati hain,
4. Uthman jannati hain,
5. Ali jannati hain,
6. Talhah jannati hain,
7. Az-Zubayr ibn al-Awwam jannati hain,
8. Sa'd ibn Malik jannati hain,
9. AbdurRahman ibn Awf jannati hai, (Radi Allaho Anhuma)
Agar tum chaho to main daswey (10 no.) ka naam bhi le lu, logon ne kaha ki wo kaun hai, wo kamosh rahey phir logon ne kaha ki wo kaun hai, tab unhoney kaha ki wo
10. Seedd bin Zaid Radi Allahu Anhu hain.
Sunan Abu Dawud, Jild 3 ,122-Sahih
---------------------
Narrated Sa'id ibn Zayd Radi Allahu anhu : I bear witness to the Apostle of Allah (peace_be_upon_him) that I heard him say: Ten persons will go to Paradise:
1. The Prophet (peace_be_upon_him) will go to Paradise,
2. AbuBakr will go to Paradise,
3. Umar will go to Paradise,
4. Uthman will go to Paradise,
5. Ali will go to Paradise,
6. Talhah will go to Paradise,
7. Az-Zubayr ibn al-Awwam will go to paradise,
8. Sa'd ibn Malik will go to Paradise,
9. AbdurRahman ibn Awf will go to Paradise.
If I wish, I can mention the tenth. The People asked: Who is he: So he kept silence. The again asked: Who is he: He replied: He is
10. Saeed bin Zaid Radi Allahu Anhu
Sunan Abu Dawud, Book 40, 4632-sahih

No comments:
Post a Comment