❗ Only-Quran-Hadith Quiz 770❗
*Jawab ek se zyada hai*
*Sawal : Inmein se kiske liye jibril Alaihi salam ne RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam se farmaya ki aapko Noorain Mubarak ho ?*
A. Ali Radi Allahu Anhu
B. Uthman Radi Allahu Anhu
C. Fatima Radi Allahu Anhu
D. Surah Aal-e-imran
E. Surah baqrah ki Aakhri do aayatein
F. Surah Falaq
G. Surah Nas
H. Surah Fatiha
I. Inmein se koi nahi
J. Sahi jawab ka intezar hai
❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗
Answers are more than one
Quiz : For whose, Jibril Alaihi salam told to RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam Rejoice in Noorain (two lights) ?
A. Ali Radi Allahu Anhu
B. Uthman Radi Allahu Anhu
C. Fatima Radi Allahu Anhu
D. Surah Aal-e-imran
E. Surah baqrah ki Aakhri do aayatein
F. Surah Falaq
G. Surah Nas
H. Surah Fatiha
I. None of the above
J. I want to know
Sahi Jawab Eh
-----------
✦ Abdullah bin Abbas Radi allahu anhu ne kaha ki ek din jibril alaihi salam Nabi Sal-Allahu Alaihi Wasallam ke paas baithe huye they ki ek bade zor ki aawaz darwaza khulne ki suni aur apna sir uthaya , to jibril alaihi salam ne kaha ki ye ek darwaza hai aasman ka jo aaj khula hai aur us se pahle kabhi nahi khula phir us se ek farishta utra jibril alaihi salam ne kaha ki ye farishta jo zameen par utra hai wo aaj se pahle kabhi nahi utra aur phir usne kaha ki khushkhabri ho aapko Noorain ki (yani do nooro ki) jo aapko inayat huye hain aur ye aapki siwa kisi aur nabi ko nahi mile ek surah fatiha hai aur dusri surah baqara ki aakhri aayatein , aur jo bhi haraf tum usmein se padhoge to uski maangi huyee cheez tumhe jarur milegi
Sahih Muslim, Jild 2, 1877
Answer EH
--------
✦ Ibn Abbas Radi allahu anhu reported that while Gabriel was sitting with the Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam he heard a creaking sound above him. He lifted his head and said: This As a gate opened in heaven today which had never been opened before. Then when an angel descended through it, he said: This is an angel who came down to the earth who had-never come down before. He greeted and said: Rejoice in Noorain (two lights) given to you which have not been given to any prophet before you: Fatihat al-Kitab (Surah fatiha) and the concluding verses of Suarah al-Baqara. You will never recite a letter from them for which you will not be given (a reward).( it means whatever you will recite from them you will be given)
Sahih Muslim, Book 4, Hadith 1760

No comments:
Post a Comment