Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 768❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 768❗ 

Ek azkar aisa hai jisko padhne par kuch farishte usko Allah subhanahu ke waha pahuchane ke liye  jaldi se aa jate hain

Sawal 1 : Wo kausna azkar hai  ?

A. Radaitu billahi Rabban wa bil-Islami dinan wa bi Muhammadin nabiyyan
B. Rabbana Lakal Hamd, Hamdan kathira
C. Alhamdulillahi kathira
D. Allahu-Akbar-Kabira WalhamduLillahi kathira,
Wa subhan-Allahi bukratan Wa Asila
E. SubhanAllahi wa bihamdihi
F. La ilaha illAllah
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

Sawal 2 : Uska Allah ke pass pahuchane ke liye kitne farishte jaldi se aa jate hain?

A.7
B.20
C.70
D.50
E.12
F.100
G.Inmein se koi nahi
H.Sahi jawab ka intezar hai

-------------

 There is a azkar , if somebody recites , few angels rush to take them up near Allah

Quiz 1 :  What is that Azkar ?


A. Radaitu billahi Rabban wa bil-Islami dinan wa bi Muhammadin nabiyyan
B. Rabbana Lakal Hamd, Hamdan kathira
C. Alhamdulillahi kathira
D. Allahu-Akbar-Kabira WalhamduLillahi kathira,Wa subhan-Allahi bukratan Wa Asila
E. SubhanAllahi wa bihamdihi
F. La ilaha illAllah
G. None of the above
H. I want to know

Quiz 2 : How many angels rush to take them up near Allah

A.7
B.20
C.70
D.50
E.12
F.100
G. None of the above
H. I want to know


Sahi Jawab DE 
------------
Abdullah bin Umar radi Allahu anhu se rivayat hai ki hum log RasoolAllah ﷺ  ke saath mashgul they ki us dauran ek shakhs ne kaha
اللَّهُ أَكْبَرُ كَبِيرًا وَالْحَمْدُ لِلَّهِ كَثِيرًا وَسُبْحَانَ اللَّهِ بُكْرَةً وَأَصِيلاً
"Allahu Akbar kabira wal-hamdu Lillahi kathira, wa subhan-Allahi bukratan Wa Asila
RasoolAllah ﷺ  ne farmaya kis shakhs ne ye kalimat padhe hain us shakhs ne kaha ki maine padhe hain to Aap Sal-Alalahu Alaihi Wasallam ne
farmaya ki is kalme ke liye 12 farishte daud padhe (yani is kalme ko sunne ke baad 12 farishte ne ye khwahish zahir ki ke is kalme ko wo baargah e ilahi mein pesh kare)
Sunan Nasaii, Jild 1, 888-Sahih
-----------
A man stood behind the RasoolAllah ﷺ and said:
اللَّهُ أَكْبَرُ كَبِيرًا وَالْحَمْدُ لِلَّهِ كَثِيرًا وَسُبْحَانَ اللَّهِ بُكْرَةً وَأَصِيلاً
"Allahu Akbar kabira wal-hamdu Lillahi kathira, wa subhan-Allahi bukratan Wa Asila
RasoolAllah ﷺ said  "Who spoke these words?" A man said: "I did, Ya RasoolAllah ﷺ He said: "Twelve angels rushed (to take them up near Allah)."
Sunan Nasaii, Book 11, 886-Sahih

No comments:

Post a Comment