Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 767❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 767❗ 

Sawal : Wo kaunsa amal hai jisko karne wale ke gunah bakhsh diye jate hain chahe wo jihad ke maidan se bhag gaya ho ?

A. 3 baar Radaitu billahi Rabban wa bil-Islami dinan wa bi Muhammadin nabiyyan padhna
B. 1 baar Sayydul Astagfar padhna
C. 1 baar La ilaha illa Anta Subhanaka inni kuntu minazzalimeen padhna
D. 3 baar Allahu-Akbar-Kabira WalhamduLillahi kathira,Wa subhan-Allahi bukratan Wa Asila
E. 1 baar Astagfirullah Al-lazi la ilaha illa Huwa Al-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih
F. 10 baar La ilaha illAllahu Wahdahu La Sharika Lahu, Lahul mulk Wa lahul Hamd wahuwa ala kulli shaeeyeen qadir
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai


Quiz : What is that deed if somebody do , its sins will be forgiven even  if he has fled in time of battle ?

A. 3 times Radaitu billahi Rabban wa bil-Islami dinan wa bi Muhammadin nabiyyan padhna
B. 1 time Sayydul Astagfar padhna
C. 1 time La ilaha illa Anta Subhanaka inni kuntu minazzalimeen padhna
D. 3 times Allahu-Akbar-Kabira WalhamduLillahi kathira,Wa subhan-Allahi bukratan Wa Asila
E. 1 time Astagfirullah Al-lazi la ilaha illa Huwa Al-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih
F. 10 times La ilaha illAllahu Wahdahu La Sharika Lahu, Lahul mulk Wa lahul Hamd wahuwa ala kulli shaeeyeen qadir
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai


Sahi jawab E
-----------
✦  RasoolAllah ﷺ ne farmaya jisne ye kaha to uske gunah maaf kar diye jayenge chahe wo Maidan e jung se bhag gaya ho
*أَسْتَغْفِرُ اللَّهَ الَّذِي لاَ إِلَهَ إِلاَّ هُوَ الْحَىُّ الْقَيُّومُ وَأَتُوبُ إِلَيْهِ 
Astagfirullah Al-lazi la ilaha illa Huwa Al-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih
Tarjuma : Main ALLAH se apne gunaho ki maafi maangta hu jiske siwa koi ibadat ke layaq nahi , Jo zinda aur hamesha rahne wala hai aur main usee ki taraf tauba karta hu )
Sunan Abu Dawud,Jild 1,1504-Sahih
-------
RasoolAllah ﷺ  said If anyone says:
أَسْتَغْفِرُ اللَّهَ الَّذِي لاَ إِلَهَ إِلاَّ هُوَ الْحَىُّ الْقَيُّومُ وَأَتُوبُ إِلَيْهِ
Astagfirullahl-lazi la ilaha illa Huwal-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih 
He will be pardoned, even if he has fled in time of battle.
Sunan Abu Dawud, Book 8, 1512-Sahih

No comments:

Post a Comment