Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 763 ❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 763 ❗

Ek sahabi itne gareeb they ki unko aksar khane ko kuch nahi milta , Wo logo se Quran ki aayat ka mafhum puchte (jabki unhe pahle se malum hota phir bhi) taaki log unko ghar le jakar aayat bhi samjha dein aur unko khana bhi khila dein, Wo sahabi Kaun they ?

A. Abu Hurairah Radi Allahu Anhu
B. Musaib bin Umar Radi Allahu Anhu
C. Maaz bin jabal Radi Allahu Anhu
D. Abu Talha Radi Allahu Anhu
E. Anas bin Malik Radi Allahu Anhu
F. Ukasha Radi Allahu Anhu
G. Inme se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai
---------------------
One of the sahabi was soo poor that sometimes he had nothing to eat , He used to ask people to recite a Quranic Verse to him although he knew it, so that he would take him to his home and feed him, Who was he ?

A. Abu Hurairah Radi Allahu Anhu
B. Musaib bin Umar Radi Allahu Anhu
C. Maaz bin jabal Radi Allahu Anhu
D. Abu Talha Radi Allahu Anhu
E. Anas bin Malik Radi Allahu Anhu
F. Ukasha Radi Allahu Anhu
G. None of the above
H. I want to know


Sahi jawab A
--------
Abu Huraira Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Log kehte hai Abu huraira Radi Allahu Anhu bahut hadith bayan Karte hai halake pait bharne ke bad main Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ke sath har waqt rehta tha ( Yani Mera waqt ilm ke siwa Kisi dusri Cheez ke hasil Karne mein na jata ) aur na meri khidmat ke liye koi falah ya falani thi balke mein bhook ki shiddat ki wajah se apne pait se pathtar bandh liya karta Kuch waqt mein Kisi ko koi aayat islye padh Kar uska matlab puchta tha ke wo apne Ghar le jaa Kar mujhe khaana khila de halake mujhe iss aayat Ka matlab maloom hota tha
Sahi Bukhari , 3708
--------
Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu: The people used to say, "Abu Huraira narrates too many narrations." In fact I used to keep close to Allah's Messenger (ﷺ) and was satisfied with what filled my stomach. I ate no leavened bread and dressed no decorated striped clothes, and never did a man or a woman serve me, and I often used to press my belly against gravel because of hunger, and I used to ask a man to recite (or teach) a Qur'anic Verse to me although I knew it, so that he would take me to his home and feed me. 
Sahih Bukhari,Book 57, Hadith 57

No comments:

Post a Comment