Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 764❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 764❗

Sawal : Abu Huraira Radi Allahu Anhu ki nazar mein  miskeeno ke sath sabse achcha bartav karne wale sahabi kaun they ?

A. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
B. Umar Radi Allahu Anhu
C. Uthman Radi Allahu Anhu
D. Ali Radi Allahu Anhu
E. Jafar Radi Allahu Anhu
F. Abu Talha Radi Allahu Anhu
G. Inme se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai


Quiz : Who was the most generous sahabi of all the people to the poor according Abu Hurairah Radi Allahu Anhu ?

A. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
B. Umar Radi Allahu Anhu
C. Uthman Radi Allahu Anhu
D. Ali Radi Allahu Anhu
E. Jafar Radi Allahu Anhu
F. Abu Talha Radi Allahu Anhu
G. None of the above
H. I want to know

Sahi jawab E
--------
Abu Huraira Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Log kehte hai Abu huraira Radi Allahu Anhu bahut hadith bayan Karte hai halake pait bharne ke bad main Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ke sath har waqt rehta tha ( Yani Mera waqt ilm ke siwa Kisi dusri Cheez ke hasil Karne mein na jata ) aur na meri khidmat ke liye koi falah ya falani thi balke mein bhook ki shiddat ki wajah se apne pait se pathtar bandh liya karta Kuch waqt mein Kisi ko koi aayat islye padh Kar uska matlab puchta tha ke wo apne Ghar le jaa Kar mujhe khaana khila de halake mujhe iss aayat Ka matlab maloom hota tha, Miskeeno ke saath sabse behtar sukuq karne wale Hazrat Jafar bin Abu Talib radi allahu anhu they , humko apne ghar le jaate aur jo kuch gha rmein mujud hota wo humko khilate aur kuch waqt to aisa hota ki sirf shshad ya ghee  ki kuppi (small container) hi nikal kar laate aur usko hum phaad kar usmein jo kuch hota usko hi chaat lete
Sahi Bukhari , 3708
--------
Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu: The people used to say, "Abu Huraira narrates too many narrations." In fact I used to keep close to Allah's Messenger (ﷺ) and was satisfied with what filled my stomach. I ate no leavened bread and dressed no decorated striped clothes, and never did a man or a woman serve me, and I often used to press my belly against gravel because of hunger, and I used to ask a man to recite (or teach) a Qur'anic Verse to me although I knew it, so that he would take me to his home and feed me. And the most generous of all the people to the poor was Jafar bin Abi Talib Radi Allahu Anhu. He used to take us to his home and offer us what was available therein. He would even offer us an empty folded leather container (of butter) which we would lick whatever was in it.
Sahih Bukhari,Book 57, Hadith 57

No comments:

Post a Comment