Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 762❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz  762❗ 

 (Jawab ek se zyada hai)

Sawal : Wo kaunse Nabee hain jinki hawa ke jariye madad ki gayee ya unke dushmano ko hawa se halaq kiya gaya ?

A. Rasool Allah SallAalalahu Alaihi Wasallam
B. Idris Alaihi salam 
C. Loot Alaihi salam 
D. Yunus Alaihi salam 
E. Saleh Alaihi Salam
F. Hood Alaihi Salam
G. Nooh Alaihi Salam
H. Sahi jawab ka intezar hai

❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗ 

Answer are more than one

Quiz : Which Prophet was helped by the wind or his enemy destroyed by the wind ?

A. Rasool Allah SallAalalahu Alaihi Wasallam
B. Idris Alaihi salam 
C. Loot Alaihi salam 
D. Yunus Alaihi salam 
E. Saleh Alaihi Salam
F. Hood Alaihi Salam
G. Nooh Alaihi Salam
H. I want to know

Sahi Jawab AF
-----
Ibn Abbas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya (Ghazwa e khandaq ke moqe par) Hawa se meri madad ki gayee aur Qaum-e-aad hawa se halaq kar di gayee thi
(Qaum e Aad Hud Alaihi salam ki Quam thi)
Sahih al-Bukhari 3343
-----
Narrated Ibn `Abbas The Prophet (ﷺ) said, "I have been made victorious with As-Saba (i.e. an easterly wind) and the people of 'Ad were destroyed by Ad-Dabur (i.e. a westerly wind)."
( The people of Ad belong to Hud Alaihi salam)
Sahih Bukhari,Book 55, Hadith 558

No comments:

Post a Comment