Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 761❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 761❗ 

 (Jawab ek se zyada hai)

Sawal : Suleh hudibiya kaunsi sharto par huyee thi ?

A. Musalmano mein se koi bhi musriko ke pass jayega to wapas kar diya jayega
B. Hathyar lekar makka mein dakhil nahi honge
C. RasoolAllah ﷺ Aaeenda saal jab makka aayenge to sirf 3 din  makka mein thahar sakenge
D. Mushriko mein se koi bhi RasoolAllah ﷺ ke pass aayega to usko wapas kar diya jayega
E. Koi bhi Kaba sharif ka tawaf bina kapde nahi kar sakega
F. Koi bhi musalman musriko ke pass jayega to usko wapas nahi kiya jayega
G. Koi bhi Makka mein Elaniya taur par Allah ki ibadat nahi karega
H. Sahi jawab ka intezar hai

❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗  

(Answers are more tha one)

Quiz : What were the conditions of the peace treaty of Hudaibiya ?

A. Any person from the Muslims will go to polytheists would return
B. Muslim will not enter in makka with any weopans
C. RasoolAllah ﷺ would come to Makkah the following year and would stay for three days only
D. The Prophet (ﷺ) would return to them any person from polytheists
E. Nobody will circumambulate kaba without cloth
F. Polytheists Would not return any of the Muslims going to them
G. Nobody will worship Allah openly in makka
H. I want to know


Sahi jawab CDF
-------
*Hathyar lekar makka mein dakhil nahi honge aisee koi shart nahi thi bulki shart ye thi ki hathyar niyam mein rakhkar dakhil honge*
--------
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne Suleh hudaibiya mushrikin ke Saath teen Shart par ki thi 
1. Mushrikin mein se agar koi Admee Aap Sallallahu Alahih Wasallam ke paas aajye toh Aap Sallallahu Alahih Wasallam usay wapas Kar denge lakin agar Muslmano mein se koi mushrikin ke yaha Panah lega to ye log aise shaks ko wapas nahi karenge 
2. Aap Sallallahu Alahih Wasallam aayenda Saal Makka aasakenge aur sirf teen din rukenge 
3. Hatyar ,Talwar teer ye sab Niyaam aur tarkash main Daal Kar hi Makka main dakhil honge
Sahih Bukhari, 2700

Answer CDF
--------
Narrated Al-Bara  bin Azib Radi Allahu Anhu On the day of Hudaibiya, the Prophet (ﷺ), the Prophet (ﷺ) made a peace treaty with the Al-Mushrikun on three conditions: 
1. The Prophet (ﷺ) would return to them any person from Al-Mushrikun (polytheists, idolaters, pagans).
2. Al-Mushrikun pagans would not return any of the Muslims going to them, and 
3. The Prophet (ﷺ) and his companions would come to Makkah the following year and would stay there for three days and would enter with their weapons in cases, e.g., swords, arrows, bows, etc.
Sahi Bukhari,Book 49, 863



No comments:

Post a Comment