Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 760 ❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 760 ❗  

Ek Baar ek sahabi ko ek jung mein zakhm laga to unhone (takleef ki wajah se) ek jumla kaha ye sunkar RasoolAllah ﷺ ne unhe ek azkar bataya aur kaha ki agar tum ye padh lete to Farishte aapko apne saath le jate aur log ye nazara dekhte

Sawal 1 : Wo Azkar kaunsa tha ?

A. Alhamdulillah
B. Alhamdulillahi Ala kulli haal
C. Bismillah
D. Inna lillahi wa inna ilaihi rajeuun
E. Astagfiruallh
F. Allahummaghfirli warhamni
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

Sawal 2 : Wo Sahabi kaun they ?

A. Ali Radi Allahu anhu
B. Talha Radi Allahu anhu
C. Umar Radi Allahu anhu
D. Saad bin Maaz Radi Allahu anhu
E. Zubair Radi Allahu Anhu
F. Khalid bin walid radi Allahu Anhu
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

Sawal 3 : Wo jung kaunsi thi ?

A. Ghzawa e Badr
B. Ghzwa e Uhad
C. Ghzwa e Khandaq
D. Ghzwa e Hunain
E. Jung a Mutaa
F. Jung a Tabuk
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

-----------

❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗  

Once In a battle, A sahbai got hurt and he says something due to pain after hearing this RasoolAllah ﷺ  suggested him a azkar and said if you would say this the angels would have lifted you up with the people looking on

Quiz 1 : What was that azkar ?

A. Alhamdulillah
B. Alhamdulillahi Ala kulli haal
C. Bismillah
D. Inna lillahi wa inna ilaihi rajeuun
E. Astagfiruallh
F. Allahummaghfirli warhamni
G. None of the above
H. I want to know

Quiz 2 : Who was that sahabi ?

A. Ali Radi Allahu anhu
B. Talha Radi Allahu anhu
C. Umar Radi Allahu anhu
D. Saad bin maaz Radi Allahu anhu
E. Zubair Radi Allahu Anhu
F. Khalid bin walid radi Allahu Anhu
G. None of the above
H. I want to know

Quiz 3 : What is the name of that battle ?

A. Battle of  Badr
B. Battle of  Uhad
C. Battle of  Khandaq
D. Battle of  Hunain
E. Battle of Mutaa
F. Battle of Tabuk
G. None of the above
H. I want to know



Sahi Jawab CBB
--------
Jabir bin Abdullah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Ghazwa e Uhad ke din Talha Radi Allahu Anhu ke haath par ek zaberdast zakhm laga aur unki ungliyan kat gaye unhone Kaha Hash (Ye jumla dard aur taklif ke Waqt bola jata hai ) Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya agar tum Bismillah kahte (jab tumko zakham laga tha) to tumko Farishtein utha lete aur tumko log dekhte rahte
Sunan Nasaii, Jild 2, 1061-Sahih (Part)

Answer CBB
---------
It was narrated that Jabir bin 'Abdullah said: On the day of Uhud, Talha's radi Allahu Anhu's hand was struck, and his fingers were cut off, and he exclaimed in pain. The Messenger of Allah (ﷺ) said: If you had said Bismillah (in the Name of Allah), the angels would have lifted you up with the people looking on.
Sunan Nasaii, Book 25, 3151-Sahih (Part)



No comments:

Post a Comment