Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗Only-Quran-Hadith-Quiz 810❗

❗Only-Quran-Hadith-Quiz 810❗

Sawal : Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne kis waqt par ye baat kahi thi ki Ye Allah subhanahu ka nizam hai ki wo jab kisi  cheez ko agar duniya mein buland farmata hai wo usko girata bhi hai ?

A. Jab makka ko fateh kar liya gaya
B. Jab Makka se madina hijrat farmayee
C. Jab Aapki oontni daud mein peeche rah gayee
D. Jab Ali Radi Allahu anhu ne Khaibar fateh kiya
E. Jab Abu jahal ka bachcho ne qatl kar diya
F. Jab Hamza Radi Allahu Anhu ko shaheed kiya gaya
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai



❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

Quiz : On which event Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said this words "It is Allah's Law that He brings down whatever rises high in the world" ?

A. On the Conquest of makka
B. On the Migration from Makka to Madina
C. When his camel left behind in the race
D. When the Ali Radi Allahu anhu conquest the Khaibar
E. When Abu jahal was killed by the kids
F. When Hamza Radi Allahu Anhu was killed 
G. None of the above
H. I want to know

Sahi jawab C
--------
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ki ek oontni thi jiska ka naam Adba tha, koi oontni us se aage nahi badhti thi phir ek baar ek dehati ek naujawan aur mazbut oontni par sawar hokar aaya aur Aap  Sallallahu Alahih Wasallam ki oontni se uska oont aage nikal gaya , musalmano ko ye baat achchi nahi lagi , Jab Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne ye manzar dekha to farmaya ki Allah subhanahu ka nizam hai ki duniya mein wo jis cheez ko bhi buland karta hai usko wo girata bhi hai  (Yani har uruj ka ek zawal hota hai)
Sahih Bukhari 2872
--------
نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی ایک اونٹنی تھی جس کا نام عضباء تھا ۔ کوئی اونٹنی اس سے آگے نہیں بڑھتی تھی  پھر ایک دیہاتی ایک نوجوان ایک قوی اونٹ پر سوار ہو کر آیا اور آنحضرت صلی اللہ علیہ وسلم کی اونٹنی سے ان کا اونٹ آگے نکل گیا ۔ مسلمانوں پر یہ بڑا شاق گزرا لیکن جب نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کو اس کا علم ہوا تو آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ اللہ تعالیٰ برحق ہے کہ دنیا میں جو چیز بھی بلند ہوتی ہے ( کبھی کبھی ) اسے وہ گراتا بھی ہے ۔ 
Sahih al-Bukhari 2872
--------
The Prophet had a she camel called Al Adba which could not be excelled in a race. (Humaid, a sub-narrator said, "Or could hardly be excelled.") Once a bedouin came riding a camel below six years of age which surpasses it (i.e. Al'Adba) in the race. The Muslims felt it so much that the Prophet noticed their distress. He then said, "It is Allah's Law that He brings down whatever rises high in the world."
Sahih Bukhari, Book 52, 124

No comments:

Post a Comment