Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗Only-Quran-Hadith-Quiz 809❗

❗Only-Quran-Hadith-Quiz 809❗

Sawal:  Rasool-Allah ﷺ ne kaunse Musalmano ko Afzal Musalman kaha hai ?

A. Jinhone Ghazwa e Badr mein hissa liya
B. Jinhone Makka se madina hijrat ki
C. Jinhone Makka se Habsha mein hijrat ki 
D. Jinhone Bait Ar Ridwan mein Maut ki bait ki
E. Jinhone Ghazwa e Uhad mein Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam ki hifazat ki
F. Jinhone Hijrat karke aaye muhajiro ko panah di
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai
-------------
Quiz : Who are the best of the Muslims ?

A. Those who participate in the battle of badr
B. Those wo migrate from Makka to Madina
C. Those wo migrate from Makka to Habsha (Ethiopia)
D. Those who took pleasge of Ar-Ridwan for death
E. Those who Protected Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam on the battle of Uhud
F. Those who provided shelter to the migrators 
E. None of the above
F. I want to know


💯 ✔Sahi jawab  A
------
Rifaa radi allahu anhu se rivayat hai ki Jibril alaihi salam Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam ke pass aaye aur pucha ki aapke paas mujahid e badr ka kya darja hai Aapne farmaya wo Musalmano mein se afzal musalman hain , to jibril alaihi salam ne kaha ki wo farishte bhi sab farishto se afzal hain jo jung e badr mein sharik huye they
Sahi Bukhari, 3992
---------
Narrated Rifaa radi allahu anhu Gabriel (jibril alihi salam) came to the Prophet (Sallallahu alaihi wasallam) and said, "How do you look upon the warriors of Badr among yourselves?" The Prophet (Sallallahu alaihi wasallam) said, "As the best of the Muslims." or said a similar statement. On that, Gabriel said, "And so are the Angels who participated in the Badr (battle).
Sahih Bukhari, Book 59, 327

No comments:

Post a Comment